indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jo new traders hoty hian un ko indi ki need hoti hia and jo is field me purany ho jaty ian
    unko is ki need ni hoti some achy indi bi hoty hian like profit post etc..
    yeh indi bht hi acha hia net sy easily free me mil jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      My dear brother mai forex ki dunya mai aik naya user ho aur forex ko abhi naya join kia hai aur filhal forex mai sirf comments hi kar raha ho aur trading abhi start nahe ki hai balkeh seekh raha ho es liye abhi tak indicator k bare mai muje jaankare nahe hai.
      • #33 Collapse

        yeh to bohat hi asan hai ap indicator ko laga len aur us per tarding karen us ko sekhen aur us ko samjhen aur ap phir indicators se strategy bhi bana sakte hain
        • #34 Collapse

          yar mare khyal se to indicator bhe achy he hoty hain and yeh 60% tak sai kaam karty hain and main bhe indicators main se moving average k indicator ko he use karta hoin and market ko thora bohat judge kar lata hoin...
          • #35 Collapse

            bhai jan i am new on forex trade so i dont know about this but i knoe something about this that you can see videos on net and do your work at this trade
            • #36 Collapse

              bhai ap forex ko use karo to hamesha indicator k bagair use karo tab ap is market main kamyab ho agar ap indicator ko use karoga to ap is market mai kabhi kamyab ni hoga time waste h ap is market ma..
              • #37 Collapse

                brother aap ko kisi sey bhi pochney ki zaroorat nahi hai. aaj kal internet ka daur hai aur humein har tarah ki forex ki information internet par hi mil jati hai. iss liye aap ko jis bhi indicator ke baray main study karna hai uss ko google par search karo. maine bhi google ke through forex ko learn kiya hai.
                • #38 Collapse

                  Indicators ko Forex trading mein use kerne chahye q k indicators achi trading mein help kerte hain or mein indicators ko use kerta hun or in se analysis mein mujhe achi help milti hai or mein new traders ko b kaho ga indicators ko use kere.
                  • #39 Collapse

                    Dear,if you are new in this business,i suggested to you that you must first learn this business,on this forum you can just get information about this forum and cannot get learning of this business,because learning is not easy of this business,this is very typical business.
                    • #40 Collapse

                      ASSLAAMU ALAIKUM BHAI G BOHAT HI MAZRAT K SATH YAR MERE PAS IS KA KOI KNOWLEDGE NAHi hai aik do indicator ka muje pta hai agr wo pochan chaho to me apko detail se bta sakta ho dnt wry
                      • #41 Collapse

                        maeray khayal say gar aap net per serch karo to aap ko is ki videos mil jaye gi lakin agar aap is ka pora tariqa deekna chahtay ho to aap ko may aik wesite batata ho jaha say aap ko sab malomat mil jaye gi www.urduforexguide.com
                        • #42 Collapse

                          ap na indicator lagan ahi to us k lia ap ko jis sy ap fx ko seak rahy ho us sy help lo ta k wo forex k bareec main and arket kee movement k bare maun ut yee app ko past k base pa baatae hon
                          • #43 Collapse

                            indcator important hian is business mein aur forex ko sab join kar skatay hian jis ky pass forex ka knwedlge hai wo is busines sko join kar skata hia aur is business par trade kar ky money make kar skata hia aur aap is business mein greedy na akry yeh aap ky liye bad hai aur only effort kary.
                            • #44 Collapse

                              agr ap indicator ko use ni karo gy to ap ko trading main nuqsan hoga . indicater hamari rehanumai krte ha. is se hm achi trade kr skte ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                There are few indicators and we moldiness hump knowledge nearly them before starting the true trading. Indicators are the signals that archer us the movements near the industry and the path where the marketplace is heaving.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X