Trading kb krni chaiye??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kb krni chaiye??
    AOAdear members,
    Umeed hy sb log kheriyat sy hongy
    Ma aj puchna chahti thi k trading ka sahi wkt knsa hota hy mean ap sb log is phase sy guzr chuky hain to plz apni rayee ka izhr krain
    JAZAKALLAH:1f607:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kb krni chaiye??

    Jab aapko market ka friend samajh Aaye To hi aapko Forex Madrid open Karni chahie aur Agar aapko market ki movement ki samajh na aa rahi ho to aapko FIR kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie jo aapko acchi Tarah Se analysis karke hi trade open Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading kb krni chaiye??

      Bhai Jaan trading platform rafiq open hota hai sirf Saturday aur Sunday ko ismein chhutti Hoti hai Uske alava ismein aap jab chahe kam kar sakte hain aur ismein kam karne ka koi time table Nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading kb krni chaiye??

        Dear aap ne boht acha sawal kia hai trading start krny ka bhi waqt hona chahiye pehly learning pe focus krna chahiye jb loss aur profit hoga tu experience increase hoga aur market movement ki samjh bhi ayegi jb achy se analysis krna seekh lein tu phr hi trading start krni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kb krni chaiye??

          Assalam walekum doston kaise hain aap Inshallah aap thik thak Honge Forex trading mein trading karne se pahle market ke bare mein acchi Tarah analyse kar lena chahie tab trading Karni chahie Taki aapko Jyada Se Jyada profit mil sake
          :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
          • #6 Collapse

            Re: Trading kb krni chaiye??

            Expert forex trading key liay ap ko sab sey pehlay demo per practice karni hu gi seniors sey information collect karna hu ga jab ap key pass knowledge aa jaiy tab ap ko forex trading ka account bna ker trading karni chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading kb krni chaiye??

              traing ky lie koi 24 gnto me sara time best hai ap kisi bhi time trading kr saktty ha. lekin trading krny se pehly chart ka analysis kr lena zarori hota ha tume koi bhi ho ap hafty ky 5 din me kisi bhi time analysis kr ky order ag ky trading kr sakty ha.
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading kb krni chaiye??

                hotstar Aur itwar Ke alava Jab Bhi aapko Mile aap trading kar sakte hain after Aur itwar Ke Dinon Mein Mar ki niche hoti hai mere Khyal Mein Uske alava Jis Jis Waqt Chahe aap kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kb krni chaiye??

                  forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kama kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahoi hota forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kb krni chaiye??

                    Welcome to forex .sub say pahlay aap forex trading baray acha knolidge hasil kare.aor jub aap ko acha knoldge mil jaay to phir aap apnay senior member say mashwra Kar Kay aap apne treding shuru kare . Allah paak zaror kamyabi naseeb kare ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kb krni chaiye??

                      My dear friends ap ko forex,main market main trading tb karni chey jb ap as ko completely concentrations sy knowledge gain kr choky hon ya apny senior ko follow kr ky kr lain tb ap loss sy bch jain gy aour earning bi achi ho baki market py depends hy jb eo movement krrahi ho trading karna tlstart kr dain .
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kb krni chaiye??

                        welcome to forex. agar aap ko forex treding bare knowledge hay. to aap apne treding shuru karnay se pahlay market ka jaiza lay.aor phir analyses bhe zaror kare. ta kh aap ko forex treding bare acha knowledge ho jaay tub aap treding ka aghaz kare.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kb krni chaiye??

                          Walakam assalam dear baat ya hay k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay iss main aap jis time cha hain trade kar saktay hain iss main time ki kohi pabandi nahi hay lakan trade open karna k aap aacha time sham 4 sa hay us time markit ki movement bhot aachi hoti hay iss time ager aap trade open karan gay to markit zayada movement main rahti hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kb krni chaiye??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zoyaejaz12 پيغام ديکھيے
                            AOAdear members,
                            Umeed hy sb log kheriyat sy hongy
                            Ma aj puchna chahti thi k trading ka sahi wkt knsa hota hy mean ap sb log is phase sy guzr chuky hain to plz apni rayee ka izhr krain
                            JAZAKALLAH:1f607:
                            dear friend main aap sab se puchna Chahta Hun Ki Hamen trading kis Waqt Karni chahie aap sab log Is Tarah Gujar chuke hain to aap mujhe please inform Karen ki Hamen trading ki Swagat Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kb krni chaiye??

                              Trade kab lein g humein trading karte huwe pehly trading mein analysis karna chaiye jo is mein ache se analysis karta hai woh forex mein kamyab hkta hai humein is mein zaids se zaida mehnat karni chaiye mehanti trader hi forex mein kamyab hota hai humein trading karte huwe humesha is mein trade karne se pehly kisi seniors se advice leni chaiye kyun k seniors ki advice se trading mein humara buhat faida hota hai aur trading mein humein achi trading kar k acha profit bhi earn kar sakty hain magar us k liye pehly humein buhat zayda mehnat karni hai aur mehanti trader hi is mein kamyab hota hai aur trading mein humesha mehnat karni chaiye aur trade humesha kisi fake news per nae karni chaiye kyun k is se trader ka loss hota hai aur woh kamyab trading nae kar pata is k liye trader buhat zayda knowledge or experience ki zaroorat hoti hai tabhi woh kamyab hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X