Total Balance Maximum lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Total Balance Maximum lot size
    buht se log forex main lot size zyda lagane ki vaja se loss karty hai. forex main hum ko apne capital matlb apny total balance k hisaab se lot size lagna chahia aur hum ko lot size increase nahi karna chahia ager humary pass 100$ hai tu hum ko lot 0.01 ka lagna chahia ager 1000$ hai to lot 0.05 se bara nahi rakhna chahia. slow and steady win the race. ager lot chota ho ga loss be kam hoga. profit kam be ho to buht hota hai. kam profit loss karne se acha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Total Balance Maximum lot size

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai ager hmara balence kam hy to hmain us hisab sy lot size lgana chahiay q kh ziyada lot size lgany sy hmara account wash ho jata hy ager hmara balence 100$ hy to hmain 0.01 ki lot lgani ho g.
    • #3 Collapse

      Re: Total Balance Maximum lot size

      g han boss apke bat belkul thk hy hamne chaia keh hum apna account balnce dekh ky he lot size lagana chaia,agar hamra account belnice 100$ hy to hamne chaia keh hum lot size 0.01 ke lagayern es sy bari lot sixze belkul bhe na laagyen.agr hamra account 1000$ hy to hamen chaia keh hum serf 0.05 ke lot size lagani chaia es zeada hargz nai lagani chaia
      • #4 Collapse

        Re: Total Balance Maximum lot size

        Dear Member Apke Bass Acha Blance Hai To Ap Trade Haf Hi Lot Size Rakhian maslan Agar Ap Ke Pass Intna Blance Hai Jis Ki Madad Se Ap Ki Lot 100 Ki Lagti Hai To Ap Ko Chahye ake Ap 50 Ki Lot Size Rakhian Is Se Ye Hoga Ke Ap Ka Account Wash Nhi Hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Total Balance Maximum lot size

          Aap nay theek kaha forex mein hum ko atna hi lot size lagna chaiy jitna bonas ho humra pass agar hum bonas Kam hai tu lot size big rhatay hai tu hum ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko small lot size say trade karni chaiy jiss say faida ho
          • #6 Collapse

            Re: Total Balance Maximum lot size

            Dear my friend ap ki bat sahi hya kay ager hamara account bada hya to hum ko iss may zada lot use kar saktya hya or hum ko iss kay liya hum ko achi earning kar saktya hya mager hum ko gold per bad lot kya sath kam nahi karna chya.
            • #7 Collapse

              Re: Total Balance Maximum lot size

              Dear apny acount ki worth k motabeq hi lot size use karna chahye getna ap ka acount hy os k motabeq money mangment k sath hi trade opon karen tab hi ap as main ak kameyab trader sabet ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Total Balance Maximum lot size

                G Han thek kaha apny k bhot sy log apny capital sy ziada lot size lagate hain jis sy unka account wash hone k qareeb hojata hai isliye unhy chaye k wo capital k mutabik apni investment karen taa k profit kam ho lekin bare loss ya account wash hone sy behtar hai isliye hamesha capital ko dekhte hue lot size use karen taa k apko ziada faida ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Total Balance Maximum lot size

                  apny balance k mutabik lot size rakhna chahea money managment ka hmasha khyal rakhna chahea trading mn kabi lalich nhi krni chahea agr lalich krin gy to balance sy zeada lot size rakhin gy aur hm nakam hngy is lia hmasha lot size km rakhna chahea aur money managment ka hmasha khyal rakhna chahea
                  • #10 Collapse

                    Re: Total Balance Maximum lot size

                    Asslam U Alikum dear members umeed h ap sb log khariyat shon g or bhae ap n bhot h ache bat k h k hmn apne balance ko dhkte hoe h lot size lgna chye q k agr hmn loss b ho to is s hmre balance p zyda effect n pare or jb hm balance k hesab s lot size lagn g to profit b ise hesab s ho g
                    • #11 Collapse

                      Re: Total Balance Maximum lot size

                      Agar aap logon ka balance jyada hai to aap lot size Jyada Laga sakte hain Agar aapka account balance Hi Kam Hai To lot size ko Jyada bilkul mat lagaen bahut jyada nuksan hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Total Balance Maximum lot size

                        lot of size ko km rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karien agy aur hamain is forum main expeirnce hasil kar k hi hum acy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forum main bi kam kar k hi hum apni ha rzroat ko pora kar k hi hum achi trade kar k hi hum bi trade karny main bi koi muskhil na ho saky gi tab hi hum sucess ho skaty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Total Balance Maximum lot size

                          Dear aap agar daily trading kar rahay ho to phir aap kay paas balance kam say kam 1000 ho to aap nay us par bi 0.01 use karna hota hay agar aap kay paas 1000 say kam hay to phir aap nay daily trading nahi karni hay aap nay sirf koi khas din daykhnay hane jiss may aap ko profit hi profit ho aap nay sirf us din trading karni hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Total Balance Maximum lot size

                            Hmy apny Money management k lihaz sy hi llt size lagana chahiy vasy daka jay to hmy smal lot size hi set karna chahiy apni tread py zada lot hm use kar k risq ni otha sakty hy jis sy hamara acount wash ho jay hamara blnc km b to0.01 ki lgay agr zada balnc h phr b hm ko 0.05 tk hi laga dani chahiy itny my acha profit hm ko mil jata h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Total Balance Maximum lot size

                              Well said ! Forex trading bohat risky business hai jis main kuch lamhon main aap zero say hero ban saktay hain aur aglay e kuch lamhon main hero say phir zero ban saktay hain. Iss liye traders ko chahiye kay bohat careful trading karen ziada risk ko avoid karen aur apne account kay size kay mutaabik trade open karen taa kay aap ka account long term kay liye sustain kar sakay. Agar koi trade against jaati hai to aap ka account us loss ko sustain kar sakay. Iss liye small capital account main small lot size safe rehta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X