Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?
    A.o a . Trading k leay hmain cell ya buy krna parta hy. To us k leay dear membrz mera sawal ye hy k hmain kaisy pta chaly ga k ab market ka rate high hy to ham sell krain aor market ka rate down hy to buy krai. Plzz senior membrz ye bta dain k kaisy pta chaly ga ab market ka rate high hy ya low hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

    mery pyary bhai jab hum markeet ko analys karen gy achi mehnat ky sath markeet ky sathj toch rahen gy tab he hum achi kamyab i hasil kar sakty hen .jab hum markeet kyn sath toch rahen gy markeet ko zeada sy zeada anlays karen gy tab hamen pata chalk jay ga keh markeet kasi chal rahe ab,
    • #3 Collapse

      Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

      Dear market trend se hi traders ko pata chalta hay key market up ja rahi hay ya down ja rahi hay, aur mazeed market down ja sakti hay ya up ja sakti hay es ki information be traders market ko analysis kar key laga sakty hey, chart ko agar har time frame me check kia jaye to market trend ko asani se understand kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

        AOA Dear Members!Umeed hy kh ap san theek hon gy bhai hmain candlesticks sy yh sab daikhna ho ga ta kh hum is sy market ka undaza lga skin ager candle oper ja rhi hon to yh high hy or ager nichy ja rhi ho to yh down hy.
        • #5 Collapse

          Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

          Ap ko market ka pata k wo high Hai ya low Hai market ka analysis kar k pata chlta Hy agr ap analysis karna aata hai tu ap market ki movement ko samjh saktay han aur ap analysis se hi Pata chalta hy k market ab high Hai analysis karna cahaiye aur analysis ko sekhna zaroori hy tab hi market ki movement ka pata chlta Hy
          • #6 Collapse

            Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

            Bhai Jaan FoRex main trade lagaanay k Liye Hum iSsi baat k hi to analysis karTay Hain K Market kiS taRaF moVe karay Gi Or Kis taRaf Jaanay k chanCes kam hain to HumEn chaaHiYe k Agar KaamYaabi HaasiL KaRnaa Chaahtay hain to HaMeshaa safeLy Kaa m Karen or MaRket ko Technically analise karnay k baaD hi koi bhi Trade lagaani chaahiye.....
            • #7 Collapse

              Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

              AOA my dear brother trade mi hamain es trah pta chal sakta hy markeet ka k trade mi markeet k analyses check kre k markeet ki movemet up ja rahi hy ya down.Jab tak hamain analyses krna achi trah nh aye ga tab tak markeet ki movment ka pta nh chal pai ga.
              • #8 Collapse

                Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                Aapane poochha hai ki Hamen Kaise Pata chalega ki market high ja rahi hai ya FIR down ya Ham candles Ko Dekhkar Jaan sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                  Forex me market up ja rhi hai ya down iska pta analyze kr k hi chal sakta hai. Q k forex ko achay se study kiya ho ga tb hi pta chale ga k market up ya down jaye gi . Or analysis k bohat se tareeqay hain apni apni jagah sub k achay hain .sub se best tareeqa price action ko samjhen jis ko iski samjh a gyi usk liye bohat asaan ho jata hai k market ab up ya down kis tarf jaye gi pta chal jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                    G han bhai sahb market ko ANALYSE krny k liy market trend ko dekhna chahiy Market chart available hota gy us ko dekhty rheen aapko pta chal jaega k market ka trend up ja rha hy ya low ja rha hy jb ziada up ho jaey tu down hony ka khatra hy aur jab bhut ziada down ho jaey tu up ho sakti hy market
                    But chart ko achi trah analysis k bad MARKET ka pta chalta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                      Dear apki post new comers k liy behtreen hy. mery mutabik app market ko understand krny k liy seniors sy descustion krn aur team work py zaiada sy zaiada focus krn. Jo dost market ko understand kr rhy hn un sy zaiada rabta rakhin
                      • #12 Collapse

                        Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                        Wo to pata chal he jata hai kyun kay jab ap market ko open karty hain to apko malom ho jata hai ab market up hai kyun jab ap chart ko open karyn gye to apko malom ho jiye kay kitni movement kar chuki hai market so apko chiye kay market ki movement kay hisab say ttade lagyn or kabhi bhi fazool main bina market dekhy trade nahi lagani chiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                          Assalamu Alaikum dear friend Joker aap dekhte hain Forex mein Ek chat maujud Hota Hai Usi Ki madad se Humko Pata Chalta Hai Ki market kab up hoga aur kab Dawn hoga Jab market Upar Jayegi yah Jyada Upar Jayegi to usse Humko yah Dhyan karna hoga Ki vah Ab laazmi hi hi niche dawn Hogi aur Agar bahut jyada niche Chala Gaya Tu laazmi Upar Jayega isiliye Hamen chat par Dhyan Rakhna hoga Usi Se Hi Hamen Pata Chalta Hai Ki market kab Aage Piche Hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir saeed پيغام ديکھيے
                            A.o a . Trading k leay hmain cell ya buy krna parta hy. To us k leay dear membrz mera sawal ye hy k hmain kaisy pta chaly ga k ab market ka rate high hy to ham sell krain aor market ka rate down hy to buy krai. Plzz senior membrz ye bta dain k kaisy pta chaly ga ab market ka rate high hy ya low hy?
                            Market ke train ka pata Lagane ke liye analysis Karne padte hain Jo trading mein bahut jyada important hote hain karke hi aapko Pata Chalta Hai ki market kis side per Jayegi analysis se a market trend Ka Pata Chalta Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hmain kaisy pta chaly ga k market ab high ja rhi hy ya doewn .?

                              walikum asalam
                              bhai jan ap aghr market k high or down hony ko dekhna chahty hain tu apko market k trend ko dkehna hota hai kisi bhi pair ko aghr ap apni trdaing main use krna chahty hain yah ap ko lgta hai k es pair ki market ayse move karti hai jis se hum es ko smjh skty hain tu os paor k trend ko dekh kar apko chek krna hota hai jub trend up hota hai or market ki price oper ja rahi hoti hai tu market high oti hai or nechy any se apko market down main milti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X