Success vs Learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success vs Learning
    Asalamu Alaikum. Forex trading ho ya koe or field jis mainhum kamiyab hona chaty hain to us k liay srif learning zaruri nahi hain bus kush learning k base par nahi hota hain success learning k sath sath ap k hard working seniority or interest par par depend karti hain kisi k bary m parh lyna he kafi nahi hota learning k baaad or bhut say step hoty hain success k.
    keep trying to get success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Success vs Learning

    g han dear kamabhi kaily ye dono chzeen bhot he zroori hain.ager ham kamayabhi chaty hain to zroor hamen chye k ham sab say phlay laerning kren.learning kaily sirf ham demo account per he practice na kren balk hamen chye k ham us kaily demo per practice tab tak kertay rahen gay to ham kamayb ho jain gay.aor is k illawa hamen chye k ham demo account ko use kertay raen gay to ham us men kamayb ho sakty hain.aor is k illawa hamen chye k ham leearning kren to zroor ham us say faida utha sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Success vs Learning

      AOA! dear friends kasy ahna p log sister na is thraed main kha ha k leaning aur success aik dosry se lazmomulzom han ager learning na ki jay tu kamiyabi mumkin nhi aur ager learning ki jay tu kamiyabi namumkin nhi.
      • #4 Collapse

        Re: Success vs Learning

        Gee ap ny bilkul thek kaha hy jitna learn karen gy utna ziada success ki traf jaen gy hmen chahye k hum ziada sy ziada learn karen ta k hmen success mil skay or hum ziada sy ziada knowledge haasil kr saken tb hi ja k hmen success milay gi warna hmare liyw mushkil ho jae ga
        • #5 Collapse

          Re: Success vs Learning

          Assalamu Alaikum beshak kamyabi ka inhisar learning per hai hamen chahie ke Ham forex mein learning ke sath sath kamyabi cancel karne ke liye ye apne maqsad ko mind mein rakhen kyunki ki kamyabi hard work se a hasil hoti hai agar Ham hard work plus learning karenge to to Ham jarur kamyab honge koi bhi Banda Jo learning plus hard work karta hai hi jarur kamyab hota hai aur yahi hi hard work he kamyabi ka Raj hai thanks.
          • #6 Collapse

            Re: Success vs Learning

            kisi bhi field ma learning is liye zarori hay kay os field kay baray ma humay mukammal knowledge hasil hu jaye aor humay asaani hu kaam kernay ma aor success hamesha mehnat say hi milti hay is liye ager hum nay bhi forex trading ma kamyaab huna hay tu humay mehnat kay saat learning kerni hugi ta kay aik tu hamara experience level barh jaye aor dosra hunay achi earning bhi hu sakay.
            • #7 Collapse

              Re: Success vs Learning

              Aslam o alikum my dear friend ap bilkul thek kay rahy hn ager hamein is mn kamyabi chaye to pher hamien is mn pahly learning krny hogy aur pher is mn ham kamyab hoskaty hn aur ager ham is mn esa nhe karty to pher mere kiyal sy ham is mn kamyab nhe hosakty so kamyabi ky lye learning aur practece aur is ky bad experience ki zarurat h
              • #8 Collapse

                Re: Success vs Learning

                G Han Forex foram aik best online busienss hai jis main hum baqi dusre business ki trah mehnat or learning kar k kamyabi hasil kar saktw hain isk liye hume ziada sy ziada learning interst knowldge information honi chaye q k yehi sab awamil hote hain jo hume kamyab banate hain jis sy hum forex main kamyab hoskte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Success vs Learning

                  succes vs learning g ha g succes main hi hamri learning hain agr ham succes chahty hain to hamy ziada say ziada mhnat k zarort hain hoti hain our ham achi learning say hi achi kamiybi ko hasil kar sakty hain jitna achy achy ham learning karfy gay forex main otna hamy kamiybi ho gi forex ak bhot hi acha business hain ham jitna kamiybi hasil kary gay hamy otna hi bonus mily ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Success vs Learning

                    g han bhai jaan aopki bat to biklul hi thk hy keh ager ham learning ko strong bnain gy to hi ham forex mein kamiyabi hasil ker sakin gy hamin learningko strong bnany key liuy iss mei ziada sey ziada free time spent kerna chahiy iss mein apney expert trader sey bhi help leni chahiy phr ham iss meinapni learnig ko strong bna ker ii se kamiyabi bhi hasil ker sakin gy..
                    • #11 Collapse

                      Re: Success vs Learning

                      G bilkul sahi kaha ap ne lakin learning k bagher b trading me success mumkin nahi. Ye b sahi kaha k it depends k ap mehnat kitni kartay ho or apka interest kitna hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Success vs Learning

                        Yes LeaRning Se Hi SucceSs MilTa HaIN Forex Main Larning KarTe HAIn To AChA KnolWegR Mil JaTa Hain Isi LIye HameN ChhYA KE haM is maiN Fil Hal LeaRniNg Karen Aur HAm JaB Is Main LeaRninG steps Ko ComletE Karte HAin To Hi Ham Is MaiN EaRniNg KarNE Ke QaBil Ban SAkte Hain
                        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                        :1f4af:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X