yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@
    dear my friend ager hum ko kamyab hona hya to iss kya liya hum ko zad say zada mahnat karni ho gi or hum ko suber say kam lena ho ga iss kya bad hum kamyb ho saktya hya iss liya hum ko learning or hard work kartya rahna chya taky hum iss may zaror kamyab ho sayky lalach karnya walya kabhi kamyab nahi hotya iss liya ap ko iss may aram say or suber say kam karn ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

    Han mahnat ko kamyabi kk leay hey ham ko chahiye k ager ham ne Pakistan forex forum main Kamyabi hasil karni hey to ham ko is main mahnat karni ho ge ham ko Pakistan forex forum main khob mahnat karni chahiye our is main shandar Kamyabi hasil karni chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

      Jis terha her field main kamyabi ky liay mehnat ki zarurat hoti hai isi terha forex main bhi agar kamyabi hasil kerni hai tou mehnat tou yahan per bhi bahot zaruri hai ky agar ap forex market main bahot jald kamyabi hasil kerna chahty hain tou apko bahot zyada mehnat kerni perti hai lekin agar ap mehnat kam kerty hain tou kamyabi hasil kerny main bahot time lag jata hai
      • #4 Collapse

        Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

        Ji Haan BiLkul Chaahay FoRex ho Yaa Chaahay Koi or BuSinEss ho Jab tak Hum meHnT Nhi KaRen Gy Naa hi Hum KaMYBI haasiL KaR SakEn Gy Or Naa hi hum FoRex Ko SMajh SKEn gy To HumEn Chaahiye k MaRket ko TimE DeNay k Sath Sath Daily PoSting ko Bhi TimE den or postiNg Limit Ko Zaroor PooRa KaRen Taaky Aasani Se KaamYaBi HaasiL KaR Saken....
        • #5 Collapse

          Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

          AOA! dear frioends umeed kerta hon k ap sub theek hon gy ji hn main brother ki bat se agree kerta hon k ager hum foprex mainn kamiyabi chahty han atu humain is main hardworking kerni ho gi taky hum kamiyab ho sakein.
          • #6 Collapse

            Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

            Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas k lay ap ko buht zyda mahnat ki zurart hiti hy ku k mahant k bgr koi bhi kam nii hota na hi mahnat k bgr koi kamyabii malti hy as lay humy zyda say zyda mahnat krni chye jas say humy fida hn earning hn humry khowlage experience mn izfa hn
            • #7 Collapse

              Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

              Gee ap ny bilkul thek kaha hy mehnat karen gy to kamyab hongy keun k mehnat krny waly ko ALLAH bhi pasand krta hy or uski mehnat ko raigan ni jany deta jitni ziada mehnat karen gy utna ziada faida hoga mehnat men barkat hy or mehnat hy hmen forex ka knowledge hoga or humen experience hoga hum kaam karen gy or acha profit earn karen gy
              • #8 Collapse

                Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                G bilkul theek kaha ap ny kh mihnat tu krni ho gi kamyabi k liy kamyabi k liy mihnat bahot zrori hy mihnat k bagheer kise bhi kam bhi hm kamyabi hasil nhi kr skty ziada sy ziada profit hasil krny k liy hmin ziada sy ziada mihnat krni ho gi hm jiyne mihnat krin gy otna hmin kamyabi mily gi mihnay kamyabi ki kunji hy hm jitna mihnat krin gy otna kamyabi hasil krin gy
                • #9 Collapse

                  Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                  forex jesy best busniess ko samjhne k liye forex trading ko time dena must hain forex trading main jo mehnat karte hain kamyab hote hain forex trading main lot of kamyabi hain agar achi tara kaam kare and kamyabi hasil kare tu demo account main pratice karna hota hain demo account main analysis karna must hain and lot of trading ki basice ko learn karna hota hain forex trading life time busniess hain jo k ek kamyab trader banne k liye hard work kar k he learn kiya jata hain and kamyabi k liye mehnat karna must hota hain tab he kamyabi mil jati hain ,,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                    hamy forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online orkabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar si mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                      Ji han sahi kaha ap nay Kay hamay kamyabi Kay liya mehnat karni parti hay ager koi mehnti insan forex man kaam karta hay to is Kay liya ye behtreen business ban Jata hay or ager koi kaam na karay to us Kay liya forex ma kuch nahi hota forex man kamyabi jay rastay pay apni mehnat say chaala Jata hay is liya hamay chaiye jay mehnt
                      • #12 Collapse

                        Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                        mahnat sy tu achy kamyabi hoty hai agar apne be kamyabi hasil karna hai tu apko dosre kamyabi ke terhan kam karna hoga work pe work karna hoga koi susty nahi karne hoge kamyabi ise may hoge apne hardworking jare rakhain kamyab hojahain ge apne mahnat ko jare rakhain
                        • #13 Collapse

                          Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                          Bro ap ki bat se agree krta hon kamiyabi chahye tu hard work must hai, without hard work ke koie bhe trader forex main kamiyabi hasil nahe kr paye ga koie bhe kam ho os main pehly hard work krna parta hai or os business ko samjhna parta hai tb ja kr kamiyabi milti hai. hame bhe hard work krna chahye or forex ko proper sekhna chahye jitna ziyadeh experience hamare pass hoga utna he ziyadeh profit earn kren gyen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: yar mahnat to chya kamyabhi kay liya na@@

                            G haan mehnat ka basically matlb maqsad kamyaabi hi hai hum mehnat is liye krty hotyvhai ta k kamyab jo jaye muashry mai naam ho jaye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X