To avoid mistakes avoid hurrying

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    To avoid mistakes avoid hurrying
    dear members ham aksar mistakes jaldi main karty hain kii bhi kaam jaldi karny main mistakes k chances barh jaaty hain.aap ko kamyab trading k liey jaldbazi ko avoid karna chahiey.loss sy bachna hai to jaldbazi sy bachain simple..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: To avoid mistakes avoid hurrying

    G Han thek kaha apny k mistake ko avoid karna k liye apko jaldbazi nahi karni chaye qk jitni aap jaldbazi karen gen utna apki mistakes increase hongin isliye hamesha koshish karen k jafbazi na karen chahe wo posting main ho ya trading main q k dono main jaldbazi nuqsan ki reason banti hai.
    • #3 Collapse

      Re: To avoid mistakes avoid hurrying

      hamy mistake ko avoid kar ky kam karna ho ga forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kr kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hamy mahnet or lagan sy kam karna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: To avoid mistakes avoid hurrying

        Hamen apni mistakes to avoid nahin karna chahie bulke Hamen apni mistake se Kuchh Achcha sikhana chahie Agar Ham apni mistake se Kuchh Nahin Karenge aur Bar Bar se mistake repeat karte rahenge uski vajah se Hamen bahut loss hoga aur yah Baat bahut wala hai isliye Hamen Hamesha apni mistake se acchi chijen sikhani chahie aur unko improve karne ki koshish Karni chahie
         
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: To avoid mistakes avoid hurrying

          absolulty hum mistakes se jab hi bach sakty hain jab hum apny ander se jald bazi ki nakara sift ko khatam ker den gy kiun k ye humy kamyab nahi hony deti jald bazi shetan ka kam hota hai
          • #6 Collapse

            Re: To avoid mistakes avoid hurrying

            han g hamain is forex main apni har zarorat ko pora kar sakty haina ur hamain market main bi knwoldge ho ga tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain is forex main knowldge achi ho gi tab hi hum scss ho sakty hain tab hamain faida ho saky ga it si best job for all
            • #7 Collapse

              Re: To avoid mistakes avoid hurrying

              Hamen Hamesha kam ko aaram se aur sukun se karna chahie Hamen kabhi bhi specimen Se Kam Nahin Karna chahie aur jaldi mein bhi kam Kabhi Nahin Karna chahie Agar Hamesha jaldi Mein kam Karenge To Hamen Hamesha loss hoga isliye Hamen kam ko sukun se karna chahie
               
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: To avoid mistakes avoid hurrying

                is forex main apni mistskes ko avoid kar k hi hum sucss ho skaty hain aur hamain si k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain marekt main bi kam karny kl iye learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain is forex main jald bazi say avoid kar k hi hum sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: To avoid mistakes avoid hurrying

                  forex aik legal business hain hum is jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account banend ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai any boss ap he hoty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: To avoid mistakes avoid hurrying

                    hamy mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mistake ko katem karna h ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agra bager learning ky kam kary gy to hamy lossh o jy ga
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X