Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?
    Dear friends Friday ko forex trading ki market bhot slow hoti ha yani k market k har pairs ki movenent slow hoti ha aor duphar 4 bjy se lay kr 8 bjy tak market ki movement fast ho jati ha jis se har bandah in sub pairs pe profit kama sakta ha but is k baray main aap sub kia kahtey ho...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

    yes dear market movement main timings b matter karty hain aur friday ko bilkul aisa ho sakta hai k kuch time k liey market slow jaaye lekan kuch time k baad market apni rotine py aa jati hai aur fast bhi ho jaati hai q k aagy phr 2 din weekend k hoty hain..
    • #3 Collapse

      Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

      dear market close hony k kareeb hoti Hy is waja sy market trends kafi slow ho jaaty hen is leay koshish kren k Friday ko apni trades ko closing ki taraf lay kar jaen aur Kam Sy Kam trades open kren profit wali trades ko close kr den
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

        friday ko market slow hote hain or friday ke mi night mai market close ho jate hain pher sunday ke night ko market opne hote hain forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful tme be kam kar sakty hain hum is mai agar lalaci ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairarif635 پيغام ديکھيے
          Dear friends Friday ko forex trading ki market bhot slow hoti ha yani k market k har pairs ki movenent slow hoti ha aor duphar 4 bjy se lay kr 8 bjy tak market ki movement fast ho jati ha jis se har bandah in sub pairs pe profit kama sakta ha but is k baray main aap sub kia kahtey ho...
          Aisa Kuchh Nahin Hota ke Friday ko market slow hoti hai ya FIR Monday ko market slow Hoti Hai Jab market mein news kam hoti hai UN Dinon market slo-mo Karti Hai otherwise market fast nahin aati hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

            Bhai jan forex market Friday ko close hoti hai wohi closing day hota hai or jub market band hony wali hoti hai tu market main up down zayda hoty hain market fast b hoti hai or slow b hoti ha es liye hmain aghr Friday ko trading karni hai tu market ko aysi movement k sath Karen Jis se loss hony k chnacses kam se kam hun or acha profit milny k chances zayda hon tu hmain apni trading ko ayse he karna chahye q k loss se bahtr yahi hota hai k hum kam profit k sath apni trading ko kamyab bna len
            • #7 Collapse

              Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

              Market tou move karti hi rhti hai so hamain is forex main planing kar k hi hum achi trade karien gay aur market fast bi move karti hai market main wast east main move krati hi rhti hai so hamain is forx main trend ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay, aur hamain i ssay faida ho saky ga,
              • #8 Collapse

                Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

                Is forex main friday ko bi trade kar skaty hain but hamain is main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga aur is main kisi bi waqt trade kar sktay hain aur hamain demo main practice kar k hi hum sucess hon gay aur forex main knowldge achi ho gi tab hi hum loss sayy bach skaty hain aur suuess hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

                  Ha slow bhi hotiii hay aur kabhi to bahot taz ho jatii hay friday ko sham may ya bahot taz ho jatii hay aur joo bandha is ki momant ko samj gay who bacha jata hay aur joo na samjha who mar jata hay friday ko loss honay kay chans bahot hay hamay chahiya kam week ki last day hota hay aur market moshan may hotii hay is liya big lot say goraz karhay
                  • #10 Collapse

                    Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

                    hamy market ke movement ko wacth kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak acha busines han hum is mai night mai be kam akr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

                      Mery khayal main to forex markete friday ko fast ho jati hai kiun k ye trade k liye 5 days mai se last day hota hai to last day hony ki waja se friday ko markete zyada fast hoti hai and markete ki movement ko follow kerty huy hi trade open kren wo friday ho ya koi r din ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

                        G belkul, friday ko aksar market first time me slow hoti ha. Aksar awqaat shaam 9 bajay tak movement hoti ha aur uskay baad movement taqreeban ruk jati ha. Hamain koshish karni chaheye k juma ko shaam 7, 8 bajay tak apni trades agar profit de rahi ho, ko close karna chaheye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Friday ko forex trading ki market slow hoti ha kia?

                          AoA,
                          Dear friend , ye Zarori ni k Friday ko market slow h, kbi slow aur kbi fast hti h, is liy ap ko chahye k ap Forex mai knowledge aur experience hasil kren ta k ap ko acha profit mily.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X