Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.
    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhaio mery kehny ka mutlab yh hy kh ager hmain forex trading main kamyabi ho gay hy to hmain gharor nh kerna chahiay bulkh dosron ki madad kerni chahiay jis sy ap ko kamyabi mili hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

    g haan boss apke bat bel;kul thk hy hamenn chaia keh hum apni mehnat pe garor belkul bhe nia karen,q keh jaab hum garor kkaren gy to hum nakam bhe to ho sakty hen es ley agr ap khud ko nakam nai karna chaty to sabr sy kam karty raeh lalch bhe bekul nai kaaren jab hum achy sy kam karty rahebn gy kamyab ho jayen gy.or hamen apni kamyabi pe garor belkul bhe nai karna chaia
    • #3 Collapse

      Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

      G dear ap bilkul thek khe rhe ho ke agar hm pakistan forex me ak ache trader bn jate he to hme apni is kamyabi pe garor ni karna chahye balke hme or ziyada mhenat karne chahye take hm ak ache trader bn sake or bhot ziyada earning bhi kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

        G han boos ap ki baat bilkul thik hy hamin apni kamyabi py garoor ni krna chay qk garoor krny insaan ki nakaminhoti hy is pk forex min kamyabi ho gy to hamjn is pr garoor nahin karna chay bal k apy doston ku help krni chay
        • #5 Collapse

          Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki hamen aap Forex mein apni kamyabi per bilkul bhi garoor nahin karna chahie kyunki garoor ka sir nicha hota hai isliye hamen chahie ke ham agar Forex mein acchi kamyabi Hasil kar rahe hain to use per shukar Karen aur mazeed kamyabi Hasil karne ki koshish karte rahen
          • #6 Collapse

            Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

            yes dear aap ki baat bilkul thek hai hamain kamyabi py gharoor nahi karna chahiey..haan hamain khush zaroor hona chahiey aur mazeed acha kaam karna chahiey..takabur aur gharoor Allah Pak ko pasand nahi hai..agar aisa karain gy to yeh achi baat nahi..
            • #7 Collapse

              Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

              Dear friend aap nay Sahee kaha k hamay kabhi be apnay kaam par maghroor nahee hona chahiay kionka aap k kaam ka sirf aap ko he faida nuqsaan hotha hay lekin jo log ghuroor karthay hay osay zaroor nuqsaan hotha hay kionka ghuroor ka Sar neecha hotha hay.
              • #8 Collapse

                Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                G Han thek kaha apny k bhot sy log apni kamyabi par ziada gharoor karte hain or over confident hojate hain k ab wo forex main kamyabi haisl kar chuke hain or isis confident main wo apna ziada loss karwa jate hain isliye koshish karen k hamesha achi sy achi trade open karen or kabhi over confident na hon.
                • #9 Collapse

                  Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                  Ji bilkul Hamen kamyabi ke upar gharur bilkul nahin karna chahie balki Hamen apni kamyabi ko Barkarar Rakhna sikhana chahie Agar Ham apni kamyabi per gharur Karenge to gharur ka Sar nicha hota hai aur Hamen ho sakta hai naKami face Karni Pade
                  • #10 Collapse

                    Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                    85 Jaane Ke metatrader 5 Kahate Hain yah Kabhi acche wala platform Hai Ham Log Yahan per isliye working kar sakte hain isliye market Mein investment Karke long time ke liye earning kar sakte hain planning ke sath sath sab log yah Kahate Hain ki agar market Mein Apne current balance Se Jyada vitra Lenge To Hamara account disable ho sakta hai ine Logon Ke Liye Main yah Kahta hun K Hamen Yahan per $100 Se Zyada
                    • #11 Collapse

                      Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                      Aslam o Alikum dear Bhai hum ho apni kamyabi p ghroor ni krna chahye Bal k hm ko dosron ki madad krni chahye Jo knowledge hmare pass Hy usko dosron tk shear krna chahye ta k he Bhai es se faida uthae q k knowledge jetna dosron ko dengy wo zeyada hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                        G bilkul theek kaha ap ny kh hm jitne bhi taraki kr lin jitna agy chly jain hmin kbhi bhi gharor nhi krna chahiy gharor ka sir hamishan nicha hi rihta hy apny kam py apni mihnat pr bharosa aik alagh bat hy ku kh hm ny mihnat ki hoti hy tu aysy mn hm khush hon pr gharor mn na jain kh sb ko bhol jain hm koi cheez bn gay hn jitna asman tk uroj ho rihna tu zameen py hi hy na tu bilkul theek bat ki ap ny
                        • #13 Collapse

                          Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                          Dear friend agar aap Forex Mein expert Ban Jaate Hain acchi information Fox ke bare mein hai to Jarur na Karen balki dusron ki help Karen. .
                          • #14 Collapse

                            Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                            Ji bilkul aapane sahi kaha hai ki Hamen apni kamyabi per Garoor nahin karna chahie aur Garoor se Hamen Dur Rahana chahie yah acchi chiz Nahin Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hmain apni kamyabi per gharor nh kerna chahiay.

                              Aap nay theek kaha forex mein hum ko apni kamyabi par garor kabi nahi karna chaiy garor karna walay jaldi nakaam ho jatay hai iss lia aap ko khush hona chaiy apni kamyabi or agar garor kray gay tu aap say asi galti ho sakti hai jiss ki aap ko samaj bi nahi ay gi tu aap ka Sara account wash ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X