Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai
    Aziz dosto forex market mai hamarai trades hamesha hamarai he ghaltyo ke waja say loss mai jatay hai agar ham.iss mai apne ghaltyo ko control.nahe karaingay aur bar bar ghaltya karaingay to hamai loss hoga hamai chaye ke iss mai apnai ghaltyo ko control karai aur sahe say issko trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g ap ki bat bilkul theek hy loss hmari apni hi ghalti ki waja sy hota hy hum bht juld bazi sy kam laty hn or lot size bht ziyada use kerty hn hmain kamyab hony kaliay lot size bht kam use kerna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

      G ha bilkull dear ap thk keh rahe ho k forex me galtio k wajah se hi hmara loss hota hai dear forex me trade lgate wqt hme soch smajh kr trade lagana chahiey..
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #4 Collapse

        Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

        G han mistakes Kai bhi insan se ho skti Hai lkn ek kamyab insan woh banta Hai Jo keh apni mistakes se learn kre.agr ksi se mistake ho jae to usko foran improve krna chahye r kbi mistakes jaldbazi se bhi hoti Hain ya lalch ke what se bhi Jo keh loss ka sabab ban skta hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

          Aoa
          umeed karta hon ap sub theek hon fgy aur ap nay bahaot hi acha sawal kiya hamay loss jab hota ha jab hm galtiyan kartay han ji bhi jan jab bbi hamay loss hota ha to ya sub hamari galti hoti ha aur hamay hamesa loss hota ha hamay chayie kay hum zeada sy zeada mahnat karain aur hum achi earning kr sakain aur knowledge ko gain kernay wali post karain
          • #6 Collapse

            Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

            G han dear forex main humain loss tab hota hy jab hum mistakes karty hain aur jo members apni mistakes ko ignore kar daity hain unhain bar bar forex trading main loss hota hy kyon k woh apni mistakes ko learn nahi karty forex main kuch members is waja say bhi loss karty hain k woh ziada bonus k lalach main jald bazi main galat trade laga laity hain aur unhain loss ho jata hy
            • #7 Collapse

              Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

              G Han thek kaha apny k hume loss tab hota hai jab hum is main ziads sy ziada mistakes karte hain isliye hamesha koshsih karen k trade lagate hue kabhi bhi jaldbazi n.a. karen or sabar or tahamul sy market k analysis k bad trade open karen taa k apko loss na hon or ziada sy ziada profit ho.
              • #8 Collapse

                Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

                Dear friend market ko time the situation ko Sanjay mistake se bacche Jitna ho sake Apne lor se bacha Jaaye. .
                • #9 Collapse

                  Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

                  G han friends ap ki baat bilkul thik hy min ap ki is baat sy agree hon jb hi koi loss ata hy to hamari lailmi ki 2aja ata hy aur jb is min ziyada sy ziyada mistake krin gy isi wja sy loss ata hy hamin koshish karni chay k pkistan forex k rule ko follow krty hoy Pakistan forex min kaam krna chaiye jis hamin galti k imkaan kam hon aur hony waly loss sy bacha ja skhy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss tab hota hai jab ham ghalti kartay hai

                    forex mai jab hum kam karty howe koi msitake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market kia balm nahi hota forex kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kiuch be hasial nahi ho ga forex aik asas business hain jo hamy learning or earning deta hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X