Lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size
    A. O. A all senior and junior members kesy hen i hope sub thk hon gy mera ap sub sy swal hy k new traders ko lot size kitna rakhna chahiye aur agar kam rakhna chahiye to is sy profit bhi bhut kam hoga sub members apni ray den aur hamary knowledge ko increase kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size

    G mery bahi Jan ager ap ko is business mein kamyabi chahty hain to hmean chye ke hm trade ka lot size chota rakhin Jo asy he lot size rakhty hain wo hamesahn kamyab hoty hain hmean chye ke trade mein lot size 0.05se oper na rakhin is mein risk ho sakta hy
    • #3 Collapse

      Re: Lot size

      dear ap ny bht acha swal kia hai jb bh tarde krn lot size small he rkhn is sy hmy ye faida ho ga k loss sy bach jaen gn new trader ko jldbazi ar lalach main a kr lot size large rkh lety hain unhy abh market ka sahi pta nh hota k kis trha move kr rh hai phr wo loss kr bethty hain islia lot size small rkhn ar profit gain krn
      • #4 Collapse

        Re: Lot size

        Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ap ki bat se agree krta hun forex ak trading business hai jes mon hmn jtna zeada knowledge r experience ho ga utna zeada hmn faida hai wahi log kmyyab hoty hun jo mhnt k 7 lot size small use krty hun profit tora ho pr ho sahi loss se btr h
        • #5 Collapse

          Re: Lot size

          Kisi bhi member ko forex pay kaam kertay howay lot size k baray knowledge hona boht zrori hay kyun k trading ki basic thing e lot size hay is ki selection say trading achi bhi ho skti hay or phir trading main loss bhi ho skta hay is liye akser small lot size use kiya jata hay
          • #6 Collapse

            Re: Lot size

            Lots size aik aise cheez hai jis kai waja say ham.aksar zyada loss kartay hain lalach mai akar lots size ke kam.ya zyada karnai say he ham apnai loss ko kam ya zyada kar saktay hain hamai chaye ke iss mai hamesha lots size money management ke hisab say lagay aur kabi be bar lots size laga kar trade na karai.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size

              lot ko hum apne capital ky muabik lagay hain agar hamare capital zeyada hain to hamy zeyada lot lagana chahey agar hamare capital kam hain to hamy kam lot chose kane chahey hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko follow kar ky kam karna chahey per he hum is main ache amount kama saktay hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Lot size

                Jiya Sar aapane bilkul sahi kaha hai ki aaj Ham aapko batana Chahenge ki lot size kya hai lot size Ek Aisi chij hai agar kam lot size lagakar date Lagate Hain To Hamara account was hone se bhi ban jata hai aur Hamen loves me kaam Aata Hai To Hamen chahie ki Ham a lot size Laga Ke hi
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size

                  YeS Lot Size best RakHen tradIng Main Lot sIZE ApnE BaLaNce KO DekH KaR TarDing KarNa ChahhyE JaB HaM Is Main ApNe BaLAncE Koo dEkh Kar Trading KArNa Chhaye AGaR KamYab HoNa HaIN To HameN ChahYe Ke Ham Is Main Lot Size Ka Khas KhyaL RaKhen
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: asafshahzada پيغام ديکھيے
                    A. O. A all senior and junior members kesy hen i hope sub thk hon gy mera ap sub sy swal hy k new traders ko lot size kitna rakhna chahiye aur agar kam rakhna chahiye to is sy profit bhi bhut kam hoga sub members apni ray den aur hamary knowledge ko increase kren
                    Traders ko chahie Ke Jab Bhi trading Karen To Apne lot ka size Hamesha small rakhen Jab aap Big Lot sizes use Karke trading Karte Hain To trading acchi Nahin Hoti Kyunki a lot size bag rakhne se risk bahut jyada increase ho jata
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X