Mehnt kr k baki sb Allah py chor du
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnt kr k baki sb Allah py chor du
    Assalam o alikum dear members gd morning m apko aj aik bht achi bt btana chahti hun k insan k hath m bs mehnt krna he ha baki sila sb Allah k hath m ha isi leay hamain chahehy k apni trf sy jitni ziada ho saky mehnt kren r resulta ki tensions na len q k Allah sbko inki mehnt ka sila deta ha r wo na insafe ni krta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

    G han hamra kam mhnet kerna hy or baqi mhnet ka phall dena Allah ka kam hy hmean chye ke hm mhnet kerin or kamyabi hasil kerin Jo member mhnet Kerty hain wo hamesahn kamyab hoty hain hmean chye ke hm Allah per barosa kein
    • #3 Collapse

      Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

      Allah her aik waqt or her aik insan k sath hay lekin mehnat kernay k sath sath boht kuch manage bhi kerna hota hay k jis k begher kaam k results ko cash nahin kiya ja skta is liye mehnat k sath sath work management ko bhi follow krain
      • #4 Collapse

        Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

        g bhai bilkul mehnat kr ke ALLAH pay chor din qk mehnat ka sila zaror or har hal main milta hai just apki mehnat main agr emandari shamil ho gi agr ap apni mehnat main apni lalach ko bhi jaga dayty hain to apka loss say bachna bhi mushkal ho jata hai.
        Jazak ALLAH ツ
        • #5 Collapse

          Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

          yes my dear friend ap ny bahut hi achy bat share ki h hamein chAYE K ham mehnat sy kam karien aur pher is per ham bad mn is ka sila Allah sy mangy aur wahy hi hamien is mn hamary mehnat ka sila dy skata h worna hamien is mn hamary mehnaat ka sila aur koi bhi nhe dy sakta so hamein chaye ky Allah ki zaat per yaqeen kar ky mehnat karien aur kamayb hosakty hn
          • #6 Collapse

            Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

            G ha mahnat krna hamara fariza hai hamen mahnat krni chahey is ka sila allah pak data hai mahnat karin or kamiyb ho sakty hai
            • #7 Collapse

              Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

              Walaikum Asalam. Gee han beshak Allah pak apnay abndy ki mehnat ko kabi rayega nahi janty dyty wo behtreen tareiky say nawazty hain is liay mehnat kary or Allah par bahrosa beshak mehnat say zayda hee nawazty hain Allah pak💕
              • #8 Collapse

                Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

                Mehnat karny wala insan tamam kaam Allah per chor deta hai so apko chiye kay forex main ziyada say ziyada mehnat karyn kyun kay mehnat karny wala kabhi nakam nahi hota hai so apko chiye kay mehnat karyn ziyada say ziyada isi main apki bhalie hai so apko chiye kay jitni mehnat utna ajeer so forex main mehnat karna bahot zarori hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

                  Jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai Johnson Pakistani forex business Mein kam Karta use chahie ki awaaz mein mehnat Karke aur sab Kuchh Allah Tala per Chhod De Kyunki Johnson mehnat karta hai main ismein Kamyab hota hai isliye Hamen chahie ki Ham kam Karke Allah Tala per Chhod De Inshallah Tala Jo Bhi Karega Allah Tala
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

                    Asslam o alaikum g bilul bhi AP na thk kaha h k Allah Pak kisi ki mehnat zaya ne karta h .hmen Allah pa yaken rakhna Chaya .hmen Chaya k hm forex MN mehnat krenn is ko learn kren or is sa hm BHT Sara pass kma saktty hn.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnt kr k baki sb Allah py chor du

                      G haan dosto ap kam kijy aur mehant krty rahiy ap ko is ka Sila Allah zaror ata kry ga bas ap ne harkat karni hai baki barkat wo khud dal de ga.
                      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X