mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!
    G dear members main aap sy yeh kehna chahta hun ky agar hum log mehnat karain to har chiz mumkin hy mehnat karay insan to kia ho nai sakta every thing is possible iss liye mehnat jaari rakhain aur apni mehnat par yaqeen rakhain. inshallah zaroor kamyabi hasil ho gi.
    thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

    Aap ki baat sehi Hai k agar insaan mehnat Kary to kia kuch nai Kar sakta aur mehnat se hi insaan ne Dunia main iss qadar taraki ki hai aur agar hum b forex Mai mehnat karain to pakki baat hai k hum iss market ko samaj k iss se bht Faida utha sakty hain na sirf khud balky Doosron ki b iss kaam main help Kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

      mehnaat kary insan too kia hu nai sakhta gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko mehnaat kerni say acha profit hasail kerty hain jiss say aap ko khoushian mailty hain.
      • #4 Collapse

        Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

        G han my dear forex friend insan agr mehnat krta hy or lagan k sath kam krta hy to kia koch nhi hasil kr skta is liy humy ziyada s ziyada mehnat krni chahiy or mehnat kr k kamyab trader ban skty hein
        • #5 Collapse

          Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

          AOA Dear member! je ye bat bilkul darust hy k mehnat k baghir kuch mumkin nh r mehnat ka sila insan ko zaror milta hy bs dil lga k patient k sath kam krna chaeay r kuch he arsy bad namumkin ko mumkin bna dyta hy.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

            G my dear ap ny kia hi kamal ka sentence keh diya ha, agar insaan mehnat kry to us k agay koi cheez bhe koi kam bhe mushkil ni ha aor agar na kry to hr kam mushkil sy mushkil tareen ha, hm.ko chahye k hm forex main mehnat sy kam krain , ziyada sy ziyada knowledge aor experience hasil krainaor us k bad trading start krain lkn trade open krty waqt market ka analysis lazmi tour par krain.
            • #7 Collapse

              Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

              ma hama aysa lag raha ha k han g app ki baat sahi ha kioun k main bhi es ka qail houn or main bhi es main kafi had tak experince kar chuka houn forex trading main ham bagher kisi bhi
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                hamy mahnet sy kam karna ho ga phwer he hum pasia kamaa sky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kr sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                  Ji han Sar aapane bilkul Hi Sahi kaha hai ki Jab Bhi Ham Pakistani forex business Mein kam Karen Hamen chahie kya madad Karen Agar Hamen acche tarike se ismein Kamyab hona hai To Hamen ismein Jyada Se Jyada kar raha hoga aur hard work karna hoga Inshallah Tala 20 mein aasani se Kamyab Ho jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                    g hn bhai mehnat sy hr chez possible ha q k mehnat k bgair kch b insan ko hasil nhe ho skta jb tk wo khd apny hath paon na chlayn is lye ap b mehnat kro apko b is mn kch na kch faida zror mily ga r apki mehnat kbi zaya nhe jay ge
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                      Hundred percent sure and agree with you. Mehnat ka koi nemulbadal nh. Sirf mehnat aur lagan sy hum agy barh skty hn otherwise kuch nh
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                        Assalam o alaikum dear forex main Ap na bahot ache bat ki hai forex main menhat ki zarorat hote hai agr insan forex main menhat kry tu insan sb koch kr sakta hai forex main jo log menhat krty hm ache ache posts krty hn woh hamisha kamyab hoty hn is lia hamy chahye k hum forex main menhat krin takhy hamy bhe kamyabi hasil ho forex main har koi kaam kr sakta hai forex ak aisa bussiness hai jis main jo log kaam ni krty woh apna bussiness kr sakty hn is lia hamy chahye k hum menhat sy kam krin is main hamari bhalai hai
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                          ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min agr insaan ko kamyabi chaiye to os ko chaiye who pkistan pk forex min ziyada sy ziyada mehnat kry q k insan ko os ki mehnat hi rang lati hy agr insaan mehnat nahin krta to os min insaan ko nakaami hoti hy is la hamin chaiye ka hum pkistan pk forex min ziyada sy ziyada mehnat krin gy to hum is min kamyab ho sakth hin
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                            G bilkul ap n thek kha k mhenat krny sy kia nh ho skta agar insan mhenat kry to sb kuch hasil kr skta h mhenat sy ap forex p kam krin to ap ko utna he faidah ho ga mhenat m azmat h mhenati bnada kabhi nakam nh ho skta forex p ap jenti mhenat kro gy ao ko utna he faidah hasil ho r achi earning bh hasil ho gim
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat kary insaan to kia hu nai saktan!

                              Masha Allah bhai ap ne boht piyari bat share ki hy kh mehnat kesi ki zaya nhe jati agr hum mehnat se work kry ge to insha Allah successful ho ge. Ku kh Allah pak mehnat ka phal zarur dyte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X