na chahty huy bhi loss hojana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    na chahty huy bhi loss hojana
    AoA dear members jesy k hum sab janty hai loss r profit business ka part hen i think is k bager koi business run hi nahi ker skta and apny business mai koi member ye nahi chahta k usy loss ho mager is ka samna kerna per jata hai to mai ap se ye kehna chahun gi k is se ghabrana nahi chahye and next tme k lie acha profit earn kerny k lie khud ko tyar ker lena chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: na chahty huy bhi loss hojana

    Pakistan forex ke business mein Asia kon sa member hain Jo khety hain hmean loss ho Asia koi b nhe chata q ke loss WO by jis ke honey se hmean boht zayada nuqsan ho sakta hy is ke hony se hamara account wash b ho sakta hy
    • #3 Collapse

      Re: na chahty huy bhi loss hojana

      g bilkul theak khe rahi hain ap hamen loss ka samna karna cheye or next step k liye ready rehna cheye k us next step main hamen koi loss na ho or himmat k sath kam lena cheye himmat or sabar ka hona bhot zarroi ha ...kabhi bhe himmat nahi harni cheye or sabar k sath kam karna cheye
      • #4 Collapse

        Re: na chahty huy bhi loss hojana

        w.salam g dear ap ny bilkul sahi kaha buisness main loss ar profit hota rhta hai koi buisness bhi aisa nhi jis main loss na ho srf profit he profit ho chaye koi kitna he expert q na ho usy bh kbh loss ka samna krna prta hai islia loss sy mayoos ho kr buisness chorna hmakt hai loss sy sekh kr ek naye jzby k sath phr sy buisness krn ar acha profit gain krn
        • #5 Collapse

          Re: na chahty huy bhi loss hojana

          dear ap ki bat bilkul theek hy k na chahte howe bhi ap sub ko loss ka samna krna parta hy so ager ap kamyab hona chahte hain to experience krain phir us k bad trading krain us se ap ko ziada se zaida fida ho ga. ok
          • #6 Collapse

            Re: na chahty huy bhi loss hojana

            ha g na chahty howy bh loss ho jana agr ham nh chahy gay to hamy loss nh ho ga agr ham loss k bary main sochy gay to hamy zaror hi loss ho ga agr hamy loss say bachna hain to hamy chahy k ham ziada say ziada forex pay mhant kry our is mhant say apni life ko best kary agr ham ye kary gy to ham zaror kamiyb ho gy na chahty ho bh hamy loss ho jata hain
            • #7 Collapse

              Re: na chahty huy bhi loss hojana

              G han dear aapki baat bilkul sahi hai ki na Chahte Hue bhi loss ho jata hai wo isliye hota hai ki Hamara knowledge kamzor hota hai aur ham acchi analyses nahin kar sakte isiliye Hamen loss ho jata hai Hamen apni knowledge or experience ko strong karna hoga.
              :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
              • #8 Collapse

                Re: na chahty huy bhi loss hojana

                Friends koe b trader yay nahi chahta k usay loss ho phr b usay loss ho jata ha to hamay is loss say disheart nahi hona chahiyay bl k or mehnat kr k is loss ko recover krnay ke koshish krni chahiyay or hamay chahiyay k agar hamay loss ho b jaye to apni mistakes ko identify karein or un mistakes ko correct karein ta k loss ke recovery kr sakein.
                • #9 Collapse

                  Re: na chahty huy bhi loss hojana

                  dear members ap teak tara kam kern to loss nahi ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: na chahty huy bhi loss hojana

                    That is right my friend and i think we should take good decisions base on the capital other wise we should do the tradings in between the range of the money management and i think we should close our position if it floats too much in loss.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: na chahty huy bhi loss hojana

                      forex khud hi sheekhna chahiy yadi hum khud isme ach e se work ki zroorat hai to bahut hi badiya hai lenge bahut hi ach lkar lenge to bus hume sahi work karne kizroorat hai hum sheekh sakten hainn issse forex ko hum forum ke hi sheekh sakten hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: na chahty huy bhi loss hojana

                        Loss to business ka hissa Hai iss main preshani ki koi baat nai Mery bhai loss ko kon chahta hai k uss ka loss ho Har banda yahan profit k chakar main hai
                        Loss se bacha to nai ja Sakta lakin iss ko control Kia ja Sakta hai wo aisy k jab aap ko Pata chal jaye k aap entry wrong Hai to izzat se exit le Lena chahiye na k uss ki wapsi ka intzaar karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: na chahty huy bhi loss hojana

                          Assalam o alikum dear members aap ny sahi kaaha ky na chahty huy bhi agar loss ho jaye to kia karna chahye to main btaata chalon ky jb kabhi aisa hu tu phr apna kaam karny par tawajuh dain takeeh aap ko pata lgy aap sy kahan ghalti hu rahi hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: na chahty huy bhi loss hojana

                            AoA to all dear friends. Koi b ye nahi chahta k usay loss ho. Lekin agar loss ka khadsha ho k loss ho sakta ha lekn saath he ye b pata ho k profit es se ziada hosakta ha to pher ansan hansi khushi qabool.kar leta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: na chahty huy bhi loss hojana

                              My dear forex friend agr humy na chahty howy bhi yahi kih achi trade lagny k bawajod bhi loss ho jata hy to humy pershan nhi hona chahiy balkih apni mehnat or struggle ko jari rakhna chahiy or ap apna loss step by step recover krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X