forex trading main analysis ki ehmiyat?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main analysis ki ehmiyat?
    Aoa dosto main yeh baat discuss krnaa chahu ga k forex main analysis ki kya importance hai dekhiye analysis k bagher ap achay trader nehi ban sktay agar ap kisi pe depend huwe bagher trader ba'na chahty hain to analysis krnaa zroor seekhay,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

    dear friend forex trading mn analyses k sath trade krnay ki bahot importance ha isliay trade lganay sa pehlay apko chayay k market ka achhi trh analyses kren aur jb achhi profitable position milay tub trade lgayn to ap achha profit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

      Jio Sar aapane bilkul sahi Kaha Jo Majnu Se Jyada Se Jyada mehnat Karta Hai Vahi Kamyab hota agar hamen bhi Pakistani Fox Business mein kamyabi chahie To Hamen chahie kya aap Jyada Se Jyada hard worker Karen aur mehnat Karen chalata La Hamar Sali ke sath kamyabi Hasil Kar Le Gaye
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

        bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha toper hum ko lot ofhard work karnaa hoga or ha ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge laken ager hum es taraa nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga es leya hard work start kardaa.................
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

          forex mai analyse ki boht zyada importance hai ager ek trader trade kerny se pehly market ka analyse hi na kry to wo acha profit gain nahi ker sakta qk ager usy markete k trend ka hi pata nahi hoga to loss k chance berh jay gy
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

            Dear analysis kay bagait trading bhot risky hu jati hay aor forex trading wesay bhi bhot risky hay is liye humay analysis zaror kernay chayi is say ye huta hay kay humay market ki next moving ka thora bhot andaza hu jata hay jisko ko madde nazar rak jab hum order place kertay han tu os ma humay kaafi hadd tak profit hi huta hay aor loss say hum bachay rehtay han.
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

              yes forex trading main market analysis karne ka ihmiyat hota hain aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye is mein ham ko sahi waqat ka intzar karna chaiye aur market ko achi tarah analysis kar k is mein kam trde lagane chaye aur is main analysis karne wala tarder kamyab banta hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

                forex mn analysis k bghar hm kabi trade open nhi kr skty hn is lia analysis krin gy to hm kamyab ho skty hn hmain technical aur fundamental analysis krni chahea aur is sy hm kamyab ho skty hn tuky py trade open kr k hm kabi kamyab nhi ho skty analysis krna bhot zrori hy.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

                  forex trading me analysis ki bhaot zayada ahmaiyat hai q ky is ki base py he ham koi trade lagaty hain or trade me lossya profit hota ha
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main analysis ki ehmiyat?

                    G han dear members ap ki bat bilkul thk hy forex my earn krna chiy aur zyada sy zyad mhnt krni chiy aur Forex my analysis ki bhut hi ahmiat Hy q k hm analysis k sath kam kraingay to ik achay tarde bn sktay hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlain333 پيغام ديکھيے
                      Aoa dosto main yeh baat discuss krnaa chahu ga k forex main analysis ki kya importance hai dekhiye analysis k bagher ap achay trader nehi ban sktay agar ap kisi pe depend huwe bagher trader ba'na chahty hain to analysis krnaa zroor seekhay,
                      Dear technical anlaysis karny kay leye zarori hai kay ap ko pata ho kay ap ki trade kaisy open hogi or ap nay kaisy apni trade sy faida laina hai. us kay leye zarori hai kay ap apni trade ko jab be open karain. ap kay pas apni indicators ki list ho. ap ko apny pairs ka pata ho. jis pay ap nay indicators use karny hai. ap kay experience keye howy patterns ho gy tu ap us kay bad he apni trade ko achi tarha manage kar sakty hain jis sy ap ko faida hasil ho sakta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X