newbies in forex market must be very careful

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ji bilkul forex market mai new member ko daikh kar or be careful ho kar kam karna pare ga kun ke jab tak new member ko forex ke bare mai khas knowledge or basic knowledge nahi ho gi tak tak wo forex trading mai work nahi kar sakta .........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      dear forex mai jab ap seekho gy smjho gy tu ap ko boht kch hasil ho ga so ap mehnat kar k aur kam kar k chalo ta k jo b ap ne kam kiya hy wo ache se ho jaye aur ap os ko boht zabardast tarha se kam kar skao...
      • #138 Collapse

        Forex market mai jo newbies hotay hain unhay bohot careful rehna chaahiye unhay is trhan sai trade krna chaahiye kay unhay Forex trading mai loss na ho unhay Forex trading mai sirf profit hi hasil ho.
         
        • #139 Collapse

          it may create each advisors. When you start currency trading with virtually no knowledge or even struggling to learn currency trading and that means you need to become very poor quickly in case you keep on otherwise if you have superior knowledge in over it and that means you can be any richman quickly.
          • #140 Collapse

            Assalam-O-Alaikum maney bhai jan akser aik baat note ki hey key bohat sarey aisey log be hotey hen key un ko forex trading ka bilkul be knowledge nahi hota hey lakin wo pher be is ko join kartey hen aur is me investment be kar latey hen to hum ko kabhi be is me is tarha sey risk nahi lena chahye aur is ko join kar key apna pesa zaya nahi karna chahye.
            • #141 Collapse

              forex ki trading business mein jo new users hain unko chahye kay wo fully learning karein forex trading kay bary mein aur is forum par work karnay say pehly rules ko read kar lein.
              • #142 Collapse

                newbie trader should realize that forex market is too difficult place. forex market is unpredictable, you never know what happend in forex market next time. you need good strategy and good discipline to survive in forex market
                 
                • #143 Collapse

                  jee haan bilkul aap ne sahe kaha hai k newbies ko careful rehna chahaiay aur un ko trading start karnay se pehlay sab se pehlay studies aur phr learning aur phr demo account par practice karni chahiay
                  • #144 Collapse

                    jee haan bhaai jaan forex trading mein forex factory ki taraf se jo news milti hain wo buht aham kirdaar adaa karti hain main ne bhi demo account per trading k doraan news per amal kar k profit earn kiyaa hai
                    • #145 Collapse

                      han is business me hmen hmeshah soch smjh k kam karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm soch smjh k kam karty hain tu hm is business se acha earn kr skaty hain asani se isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah soch smjh k kam kiaa kareen
                      • #146 Collapse

                        Forex market aik nakabil e bharosa cheez ye apni position kabhi bhi same nahain rakhti ye her time changing main lagi rehti hy is ki yahi changing hi traders kay liay loss ki waja bunti is kay baray main koi bhi wasok kay sath nahain keh sukta keh kis time ye up ho gi aor kis time down is liay is main careful rehna chahiye.
                        • #147 Collapse

                          jee hajn new bies ko forex mein bht zyada careful rehna chahye kyunki ager wo ahtiyat say trading nhi kerya gay to unka career ek tarah say kharab ho jaye ga or unka forex sy aitbar uth jaye ga
                          • #148 Collapse

                            newbies ko hamesha market me bohat soch samajh kar or carefully trading karni chahiye kiun ke jab ham careless ho kar ya phir sahi se concentrate nahi karte hain top trading me ham ko losses bhi aksar hone lag jate hain .
                            • #149 Collapse

                              han dear bilkuk forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida agar kanyabi chaty hain es mai tu weady bht e mushkil hai hmy mehnat krni perti zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                There are many ways in which they can avoid high risks in the forex markets are many,but the basic tools used by the majority of investors are "stop loss - stop loss point", "Collection of profits - take profits" and "identify transactions - orders limit orders ". Where it is possible and through these tools that the reduction of Probabilistic risk and increase profit.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X