Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat se he insaan kamayb hai forex main
    Mera yeh khyal hai k ager ap mehnat se kaam karte ho tou forex main aik achi earning kar skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rana wahab ahmed پيغام ديکھيے
    Mera yeh khyal hai k ager ap mehnat se kaam karte ho tou forex main aik achi earning kar skty hain
    Ji han bhai aapane bilkul theek Kaha Forex ho ya aur koi kaam Ho Jo Marji Naam usmein mehnat Ke bagair Hamen kamyabi Hasil Nahin ho sakti isliye Hamen chahie aur Business mein jyada Se Jyada mehnat Karen Hamen kamyabi Hasil Ho
     
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayaz khan
      G bhai ap ki bat thek hy, forex min wahi kamyab hota hy jo mehnat krta hy q k account bnany sy ly kr profit withdraw tk hr step py mehnat lgti hy or postin krna b asan kam ni hu q k is min b time lgta hy or boht sara wkt dena prta hy daily basis py ....
      Ap na bilkul sahii kaha k forex ma mehnat k bagair ham success nii hasil kar saktay agr mahnat karain gay toh kamyab hon gay
       
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

        G aap mehnat sey forex mein bohot achi earning kar saktey ho ... aap apna time forex ko dogay to forex aapko kabhi mayoos nahi kareyga ... kae aisey log hain jo kuch nahi kartey thy or forex mein aaney k bad mehnat k bad ab ghar baithey hazaron or lakhon kama rahy hain ... sirf or sirf sahi kaam karney or mehnat sey ...
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

          Mehnat or sabar say kam lenay say he kamyabi milti hay or is kay sath forex kay baray theek say pta hona be lazmi hay forex ki education letay rehna chaye or maket ko smajna chaheya forex ak faida mand karobar hay.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

            g han sir g aap nay bohut ache baat ke hy ager mehnat kartay hn to forex mn ham kamyaab hotay hn ager ham mehnat ni karen gay to nakam hon yeh aik aam ce baat hy ager ham kamyab hona chahtay hn to hamen khob mehnat say kam karna chihay
            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

              Forex ko agr learning ky baghar kia jay to us mn kamybi mumkin hy kamyabi ky liy mehnat learning mn buht zarori hy mehnat sy knowledge hasil krny sy hm apna trading skill improve kr skty hn r achi earning ker skty hn
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

                yes my dear friend ager ham mehnat karty hn to pher ham dunia ky kesi bhi business mn kamayb hosakty hn aur ager ham is mn mehnat nhe karty to pher ham is mn kamayb nhe hosakty so kamyabi to h forex mn mager mehnat ky sath
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

                  G mere dost thek kaha ap ne forex me mehnat ke sath he kamiyab hua ja sakta ha forex me kamiyabi ka aik he raasta ha aur wo ha mehnat is ke beghair forex me kamiyabi namumkin ha forex me apko short cut ke sath kamiyabi nahi mile ga is liye mehnat ke sath forex me kaam kare
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat se he insaan kamayb hai forex main

                    mehnat kamyabi ki kunji ha or sirf forex ma nahi hart forum ma hum jab kamyab hoskta hun jab hum mehnati hongu agr hum mehnat nahi krngy hm ma will nahi hogi kch krny ki tu hum kabi bhi success nahi hasil krskty is liye humy chiaya ky hum mehnat kry or mehnat krky forex ma kamyabi hasil kryn
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X