Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barhain
    AOA MEMBERS,

    umeed hy ap sb log kheriyat sy hongy Ma aj ye bat share krna chahti hun k kamyab logo k pechy bhi bht sary unsuccessful years hoty hain Wo log apni is nakami sy sekhty hain or hoslanhy harty bal k agy brhty hain mazed mehnt kr k To ma apko khna chati hun k forex k platform py bhi agr ap nakami ka samna krty hain to is sy blkul mayoos na hon is sy sekhain or agy barhain agr apko abhi loss ho rha hy to aik din aye a jb profit bhi earn hoga so mehnt jari rkhain

    JAZAKALLAH
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

    Aap nay theek kaha forex main aap ko nakaami pr ghabrna nahi chaiy aap ko zindgi ka hasa samaj Kar bardas Karna chaiy zindgi main hum koi bi kaam krtay hai uss mein nakeemi bi hoti hai or kamyabi bi iss Lia hum agar nakeemi say ghabara gay tu hum apni zindgi main agay nahi bar saktay iss Lia hum ko agay barna hai tu hum ko Himat say kaam karna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

      Gee bilkul theek kaha apne har kamyaabi kay peechy kafi mehnat aur hard work hota hai koi bhi baghair mehnat kiye kamyaab nahi hota kisi ko koi short cut nahi milta sab hard working kay phase say guzar kay jatay hain iss liye new traders ko chahiye kay shortcut na dhoondain balkay mehnat karen jo kay 100% success ki guranttee hai.
      • #4 Collapse

        Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zoyaejaz12 پيغام ديکھيے
        AOA MEMBERS,

        umeed hy ap sb log kheriyat sy hongy Ma aj ye bat share krna chahti hun k kamyab logo k pechy bhi bht sary unsuccessful years hoty hain Wo log apni is nakami sy sekhty hain or hoslanhy harty bal k agy brhty hain mazed mehnt kr k To ma apko khna chati hun k forex k platform py bhi agr ap nakami ka samna krty hain to is sy blkul mayoos na hon is sy sekhain or agy barhain agr apko abhi loss ho rha hy to aik din aye a jb profit bhi earn hoga so mehnt jari rkhain

        JAZAKALLAH
        Assalamu alaikum dear forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge ji han bhai main aapki baat se bilkul mutafiq Hun ki Na kami bhi hamari jindagi ka ek hissa hai yah bhi hamen sabak deti hai ki humne aage kaise Jeet hasil karni hai isase na kami se ghabrana nahin chahie balki aur jyada mehnat karni chahie Taki Ham kamyabi hasil kar sake aur FIR jyada se jyada profit hasil kar sakte hain agar abhi loss hota hai to isase ghabrana nahin chahie aage hamari Jeet hai Ham aage profit hasil karenge aur hamen jyada se jyada fayda hoga shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

          G han apny bilkul thik kaha hai ensan ki zindgi me nakami aur kamyabi sath sath hoti hai es lye agr apko kabhi nakami ho jaye tu apko preshan nai hona chahye kui k nakami sy ensan sekhta hai forex me kamyabi tk ponchny tk nakami ka samna karna parta hai tb ja kr ap forex me manzil tk pohnchty hen.
          • #6 Collapse

            Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

            Bilkul thek kaha ap ne dost nakaami bhi zindagy ka hissa hoty ha agar apko nakaami ho to apko is ko dil par nahi lena chahiye balke apny nakaami se sekhna chahiye aur agay jana chahiye agar ap ne kamiyab hona ha to apny nakaami se lazmi sekhe aur khud ko improve karte rahe
            • #7 Collapse

              Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

              je bilkul nakami bhi zindagi ka hissa ha humy pareshan nahi hona chaiya agr humy naqami hoti ha tu humy chaiyta kyt hum apni naqami sa sabaq seekhyn na ky issa pareshan hoky forum chordyn humy cxhiaya ky hum nakami ki waja dhondy or humy kis waja sa nakami hoi ha wo waja bhi talash kryn or fr soch smjh k trading kryn
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                dear friend aapane bilkul theek hai na kami bhi trading ka aisa hai aur isase pareshan nahin hona chahie balke is learning tagerba hasil karne ke bad mistake ko control karke acchi nahin karni chahie kyunki a loss trading ka part hai lekin isko control karke recover karna acche trader Ki nishani Hai....
                • #9 Collapse

                  Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                  G bilkul apki bt thk ha nakami b hmari zndge ka hisa ha r hmen is sy ghbra k pichy nhe hatna chahye blky mehnat jari rkh k agy brhny mn he hmari bhlai ha is lye mehnat kren r agy kmyabi hasil kren r apni gltiyn sy sikhyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                    walaikum assalam g sis apki ya bat to bilkul thek ha ka hum mehnat sa sub kuch hasil kar sakty han ..humaen mehnat sa surf is businesss mahi nahi balky koi bhi business ho bara faida hota ha bus humaen hemmat nahi harni chaiya or mehnat jari rakhni chaiya ALLAH hum sub ko kamiyabi daen [AMEEN]...
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                      dear friends ap ne thik kaha hai k ager zindagi main utar charao ajaye tu ghabrana nhi dosto qk zindagi main her kisam k halaat ate rehte hai dosto aur himat sse aur hosle se age barhte rehna chahiye aur hemehs allah se ache ki umeed rakhni chahiye dosto
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                        This action on their part can cost you dearly. You can only find out whether the firm is prone to this kind of activity by talking to other traders. Being informed on all aspects of a forex broker before you make the decision to trade with them will allow you to start trading the forex market with confidence.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                          G hn ap ki bat bilkul thk hy forex my un logo ki nakami hoti jo lalch krtay hy aur lalch ni krni chiy aur ager zindgi my koe bhi nkami hoti Hy un ko harna chiy blk us k emotional ko control krna chiy aur agay bdna chiy agay bdnay sy kamyab hota hy jb dil lgi sy kam krtay hy to khud bkhud agay bdh jatay hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                            pehle to ap kisi se sala len q k dsro ki raye kbhi bori ni hoti h ap apne business k bare me dsro se bate share kre or dekhe k wo kia kehte hn phr apko jo thk lge wo kre but dehn se koi nuksan na ho .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nakami bhi zindgi ka hisa hy Is sy ghbrana nhy chaiye bal k is sy sekh k agy barh

                              forex sikhne ke liye aapko website ki madad leni chahaiye aur iske alawa agar aap kisi experianced trader se consult karte rahoge to zada jaldi sikh loge,forex me paise loss hone ke bahut chancesh ote h..to sabse acha tarika to yahi hota hai ki kisi purane traders se zarur consult kiya jaye time to time .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X