pyare dostoo ilm tijarat mein har kamyabi ke peechay aik taaqat hai lehaza hamein apne knowledge mein behtari laane ki zaroorat hai kyunkay mujhe ilm hai ke hamein forex trading mein kamyabi mil sakti hai hamein kamyaab logon ki pairwi karna chahiye kyunkay un ke paas ilm ka tajurbah hai aur woh sabar ke sath mehnat karte hain mujhe umeed hai aap sab mujh se mutfiq hain aap sab ka shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим