Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

    G bilul educatin se apka zehen kholta ha aur wasee hota ha forex main education is liye bhi bohoot ehmiyat rakhti ha keunk ap forex ko samajhny me easy rahyngy aur apko kam mushkel hogi to sub se pehly apni taleem ko aham banaen aur uske bd forex ko join karen.
    Jazak ALLAH ツ
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

      Forex trading khid seekhne se zyada behtar hai hum kisi expert trader se seekhen is se hamain knowledge and experience dono mil jaty hain aur hum directly real account se trading start kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain apne expert trader ki help se .
      • #33 Collapse

        Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum dear Forex member aapsay mera sawal yeh hay k AGR hamaray pass acha education hay to hm forex mn achhay se kaam bhi Kar sktay hn apka kiya khayaal hay ???
        is kam ko karne ke liye bahut jyada Mehandi Lagane Ki jarurat hai tab jakar Rakesh message achha Se Achha profit Mila Shuru Hoga aap logo chahie kya aap apne kam ko Sath ke sath aur Kushal Tandon main page Kaise Wapas se pesh karne lag jaenge to aapko Har Baat Kahoon Andaaz mein fayda ho jaega aur aap apne kam ko ek Sath Lekar Jaenge FIR main aapko Har Baat Ko setting mein job Ki Galti hoti hai Sabse pahle Dekha Jata Hai Uske bad Baki kam Ko Dekha jata hai aap logo chahie kya Galti Hui uske sath ke sath namankan Jab aapane baat ki Jayegi aur aap apne kam ko karne lag jaenge Forex trading main aapko apni mehnat ko Achcha se Bal badhate per kam karna hoga tab jakar apni chij ki
        • #34 Collapse

          Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

          Forex ke business me trader ko khud se hard work karna hota hai,esme trader jetna khud se market me esko learn karke chalenga wo esme utna he acha kar sakta hai,esme trader ko shuru me kisi ka help le lena chahiye lekin long term me esko khud he learn karke trader ko esme kaam karna chahiye.
           
          • #35 Collapse

            Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

            Aslam o alaikum dear friends of the forex trading forum yes it is very compulsory to have education for any type of business or for any type of job because without education nothing is possible .
            • #36 Collapse

              Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

              dear member education hmary lie faida mand zaror hai lakin forex kam kerny k lie education shart nahi hai na zarori hai ye bat zaror hai k education ager hmary pass hai to hum her cheez ko achy triky se samjhty hai and easily samjh ajata hai nis se hamara hii faida hai
              • #37 Collapse

                Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                aap nay theek kaha forex mein talaam bi bohat important hai agar aap ka pass talaam ho gi tu aap acha kaam kray gay gay agar teleem nahi hai tu aap ko kamyabi nhai ho gi iss Lia talaam bohat important hai jitni zaiyada ho gi taleem atna hi faida ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                  Ham Logon Ko basic education uska Pata Hona chahie Forex per kam karte hue Hamen English likhni aani chahie Aam Forex ki guftgu ke andar Ham Logon Ko easy wording use karne aani chahie aur uske sath sath market ke bare mein bhi thoda bahut kam Hona chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X