Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

    G bhai jan bahot acha or importent swal kia hy ap ny kh forex mn kam krny k liy eduction zrori hy ya nhi miry khial mn 100 prsnt eduction importent hy forex mn ku kh eduction k bagheer kysy ap forex ko smjh skty hn nhi kbhi bhi nhi eduction k bagheer ap forex mn kamyabi hasil nhi kr skty forex mn kamyabi or knowledge k liy forex bahot zrori hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

      g han sir g aap nay bohut ache bat ke hy ager ham educated hon gay to ham zyada ache quality ke post or thread kar saktay hn education hamen forex mn agay lay kar ja sakty hy es ly hamen education bhe hasill karni chihay qn keh educated banday kay kaam mn or uneducated banday kaam mn bohut different hota hy
      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
      • #18 Collapse

        Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

        Respected member Jo educated hote hain vah jaldi Forex ke rules ko Samajh Kar Kamyab Ho Jaate Hain education people jaldi Kamyab Ho Jaate Hain. .
        • #19 Collapse

          Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

          dear her bar dar hi hamara nuqsan kerwa deta h kabhi kabhi ham ko as mien bhoot munafa milana hota h aur ham dar trade close ker dete hien tu ham bad mien pachtate hien k ham ko as mien ye nahi karna chahye agar ham as mien kio galti kerte hien tu ham ko as ki bari saza mil sakti h as lyee as mien hamain her bar galti nahi kerna hota h aur ham ko ache waqt ka intzar ker k as mien trade kerna hota h aur jab wo acha waqt a jata h tu ham ko darna nahi hota h aur trade open ker dena hota hai.
           
          • #20 Collapse

            Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

            dosto jab hum is per kam kerty hain toh shuru main humain guideline ki zarurat hoti hai per bad min tamam masala asani se hall ho jaata hai kun ka jab humin is main se loss hota hai toh humain bohat dukh hota hai kun ka hum us waqt ne hoty hain iorr humain samujh nhi a rhi hoti hai ka humain kya kerna chaya is leya humain is main se bohat zayada loss b ho sakta hai .
            • #21 Collapse

              Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

              Forex start karny sy pehly ap ko basic concepts ky hawaly sy youtube videos dekhni chahye,, bahut c vidoes hindi main mil jati han.. aur us experience ke bunyad per aik demo account banana chaye.. jo istaforex peh ap ko 500 $ demo dain gy. ap ko us ko use kren, market trend analysis dekhen aur shero ho jayen. agar ap ko lagta hy keh ab ap ko thora bahut smjh aye ga to real account start kren.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                hum sub hi janty hain k mehnat buhat hi zaroori hy aur agar is tarha sy kaam klarty rahy gy to shayad hum is main sy kaafi achi earning kar lein lekin ye us tarha ki jaga nahi jiss taha sy ap samjhty hain ye ap ko ameer bhi bana sakta hy aur agar ap ameer hain to ap ko gareeb bhi bana sakta hy ye sub baaty us waqt samjh aaye gi jab ap kaam karo gy is main
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #23 Collapse

                  Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                  ji han dear friend forex business mein education bahut imported Hai acchi education ke sath achcha knowledge land Kiya ja sakta hai aur post ko read out karke other website se knowledge gain karke quality kobita karke bahut accha bonus mil sakta hai isliye education hogi to yah sab mumkin hoga..... .
                  • #24 Collapse

                    Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                    Yah Baat bilkul theek hai ki Hamen Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi agar Hasil karna hai to Hamen Jarur Jarur Kuchh education Hona bahut jaruri hai Kyunki Hamen English language ki understanding Hona chahie tab hi Ham successful Honge
                    • #25 Collapse

                      Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                      nh g education k zarort nh hoti forex main kam kerny k forex main kam karny k ly phly foreex k har ak information ko seekhy taky ham achy say thread ko sand kary ham jitna acha thrad sand kary gay otna best hain agr ham forex main job k hr information ko seekh jaty hain to ham achy tradr ban jaty hain forex ak bhot hi achi job hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                        forex wold ka popular online business hai as main success kay lea education hona buhat zurari hai. hum forex ko demo account pay practice kay kay learn ker sakty hai as kay alwa forex forum bi forex ko learn karny kay lea buhat way hai as pay work ker kay hum forex kay bary main new tricks ka pata chalta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #27 Collapse

                          Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                          Assalamo alaikum , my dear brothers , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap ko ye btana chahta hoon k traders ko is men work kerny k lia education ki zrurat he !!!!
                          Malik Fiaz khokhar
                          • #28 Collapse

                            Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                            g han dear bhot ache bat kie hey apnay Forex min kam karany kay lia hamray pass education ka hona bhi lazmi hey agar hum Forex min education kay bin kam karaty hyn to hum ko Forex ka F Tak samjh nhi ay ga qn kah Forex aik international business hey
                            • #29 Collapse

                              Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                              Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay forex trading main knowledge ka hona zarori hai aur jab aap knowledge aur practical ke base per kuch work kro gay too us main aap ka hei faida hoota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Education bhi zaruri hay forex mn kaam k liyee

                                DEAR jab learning kerty hien time boht zada lag jata hai time zaya ho jata hai jab koi or trader hamein sikhata hai pher forex men jaldi learning ho sakti hai time bhi save ho jata hai ap ko direction bhi mil jati hai jis men kam ker skaty hein apna teacher find ker k us se trading ki learning kerien .
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X