Waqt Nahi Rukta
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqt Nahi Rukta
    Aslam O Alaikum Dear friends
    Dears forex forum par hum koshish karte hen ziada kaam karen or pura month hardwork karen lekin is baar sachi kahoon to kafi mushkhlat or.mob ke sath na dene ki wajah se ghar ke kaam or rozi ki talash ki wajahse is month me bhi kam posts kar saka ho but kia karon INSHA ALLAH next month behtar karoga aj last day hai or ehsas bhi ho raha hai ke wakay waqt kabhi nahi Rukta:1f626:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqt Nahi Rukta

    AOA! dear friends kasy han ap log brother bilqul theek kaha ha k wqt kisi k intazar nhi kerta humain chahiay k hum khod wqt ki qader karein taky hum apny future ko roshan ker sakin aur independent ho k zindagi guzar sakein.
    • #3 Collapse

      Re: Waqt Nahi Rukta

      Dear friend apni mehanat ko continue Rakhna chahie Kabhi Bhi Apne kaam Ko rokana Nahin chahie Karte Rahen..
      • #4 Collapse

        Re: Waqt Nahi Rukta

        How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho yeh jo waqt hy na yeh ni rokhta chiya to achy km kr lo chiya to bury kmo me time zya kr lo yeh to ap py depends krta hy
        • #5 Collapse

          Re: Waqt Nahi Rukta

          Baai g wa th asa cheez hay jo kabhi be kise k liay intizaar nahee kartha is liay hamay kabhi be waqth ko zaaya nahee karna chahiay our waqth ke qadar karne chahiay is liay hamay forum par kaam karnay k liay zaroor ek time makhsoos karna chahiay thake hamay har maheenay forum say acha bonus milay.
          • #6 Collapse

            Re: Waqt Nahi Rukta

            Forum ka alag se time table Hona chahie daily basis per work Karen proper time den jitni Jyada mehnat Karenge utna hi behtar hai. .
            • #7 Collapse

              Re: Waqt Nahi Rukta

              Assalam.o.alaikum g Han thek kaha hay ap ny k waqat na hon rukta hay ...waqat ksi ka intazar nh karta hay hamain waqt ki qadar karni chahiye...jo log waqat ki qadar nahin karty woh nakam h0ty Hain esliye hmain chahiye k hum forex main waqat pay mehnat kar k apna work karna chahiye...ta k hum kamiyab ho sakain...
              $#@#i Khan
              • #8 Collapse

                Re: Waqt Nahi Rukta

                forex mai hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar km kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala busines hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Waqt Nahi Rukta

                  Hello dear friend aapka Sawal bahut hi Achcha hai Waqt Vakya hi Nahin rukta isiliye Hamen koshish Karni chahie ki ham Waqt Ke Sath Chalen aur Waqt ki value ko samjhaie Waqt Jo Ek Bar gujarta hai vah Dobara Nahin Aata isiliye Hamen Waqt ki Kadar Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqt Nahi Rukta

                    hamy leanring gain kar ky aijk time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama asky gy forex aik unique busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik bohat bara or ahca busienss hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqt Nahi Rukta

                      Yes time kbhi nahi rukta chlta he rehta hai Jess bhi ho acha ya bura aur I think koi baat nahi Baki sb kaam bhi zroori hote Hain iss liye timing bna KR kaam krna chahye jiss see SB chlta rahe aasani se

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X