Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi mahnat sa milti hai kya?
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko chaya ka ham mahnat ka sath kam kran agd ham forex trading main ak kamyab trder bnna chahta han tu mera experience ya kahta hai ka dunia main koi bhe aisa business nea hai jis main ham mahnat kran aur ham ko fiada na ho hm ko chaya ka ham forex trading main mahnat ka sath kam kran kamyabi hamarai he ho gi kamyabi ka lya mahnat krna zrori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

    G dear ap ny bhut a6a sawal kia. Kamyabi har jagah mehnat sy milti hy. Wo chahy forex ho ya koi aor field ho. Forex me jitni ziada mehnat krain gy hamin utna ziada bonud mily ga.
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

      g han boss apke bat belkul thkl hy hamen agr kamyabi hasil karni hy to hamemn chaai ho ga humk dill laga ky kaam karen forex ko pora time den forex ky rolls ko falow karty howy mehnat sy kam karty rahen .jab hum achy sy apna kma jari rakehn gy tab hen humen achi kamyabin hasil ho saky nge
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

        Yes man, whatever work you do, unless you work hard, you will not succeed In order to succeed in any work, it is necessary that we do it with hard work and do it with ease. It is also in Forex that if we work hard we will get a lot of profit. Because hard work is the vehicle weapon with which we can know even the biggest field
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

          Dear mehnat to har koi krta hy magar sab kamyab nh ho skty. Pehli reason app ko proper guidance hona zroori hy. Planing second factor hy phir ap ka apny kam sy lgao kitna hy Ye b matter krta hy. Allah Kareem py tawaqal bahot zroori hy
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

            G han friends forex business main woh loog kamyab hoty hain jo is business main hard work karty hain aur daily apni posts aur threads ka target complete karty hain forex business main agar hum time table bna kar work karain to humain apna target achieve karny main asani hoti hay aur hamary sabhi kam time per ho jaty hain forex business main work karny waly successful members hamesha achi planning k sath work karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

              w.salam , my dearest brothers , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se khariat se hon gy , jee mere bhai jan , ap ne bilkul sahi kaha he , traders jab tak mehnat se kam nahi kren gy , us waqt tak wo kaisy kamyab ho sakty hen ???? to is lia traders ko chahiye k mehnat kren or apni mehat per yaqeen rakhen ,pako zaroor kamyabi milay gi !!!!
              Malik Fiaz khokhar
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                forex main kamyabi mehnat se hi milty hai is liay mera mashwara hai forex main ek week ya month main nai sikh sakte is main kafi year b lag sakte hai yeh seb aap trader par depend karta hai k aap main sikhnay ki kitny zaida salahiat mojood hai us k mutabiq hi kamyabi mile gi agar kamyabi hasil karny hai phir aap ko har surat mehnat karna ho gi haar kisi surat nai manni tab hi kamyab mil sakty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                  G han dear members Forex ik asa business hy jis my zyada sy zyad mehnt ki zarooret hy aur hm jitni zyada time Forex ko dainga aur achi trede kraingay hmai acha bounus milaya ga aur ik kamyab tred bnay gay aur mhnt jitni zyada hogi utna zyada phl milay ga aur mhnt Allah kise ki zai ni krta
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                    Acha swal hy kh kamyabi hmin mihnat sy milte hy zahir si bat hy yakeeni kh mihnat sy kamyabi milte hy mihnat kbhi zaya nhi hoti mihnat kbhi insan ko kmzor nhi hony dite or forex mn tu mihnat ki shadeed zrort hoti hy waki jitne mihnat ki jate hy otni kamyabi hasil hoti hy mihnat ka phal mitha hy g mn agree hon apki es bat sy kh mihnat sy hi kamyabi milte hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                      Asslam o Alaikum friends g han as main koi shak nii hy k kamyabii mahant say maltii hy ap say jatna zyda ho sky ap srf or srf mahant kry achi earning kry jas say humra fida hn or hum apni earning say zyda say zyda khowlage bhi hasil kry or mahnat k sth pasyy bhi kama sky mahant hi har kamyabii ki manzil hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                        A. O. A umeed krta hon ap thk hon gy pyary bhai kamyabi hasil krny k lie har insan ko mehnat ki zrorat hlti hy q k mehnat k bagair koi shakhs kamyab nai ho sakta is lye forex ma bhi ap jitna ziada mehnat kren gy utna ziada kamyab hon gy aur ziada profit kama paen gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                          kamyabi ka aksal log yahi matlab rakhty hain k profit ho lekin is ka hargiz ye matlab nahi hy k ap is main koi bhi kamyabi k liye sirf profit par nazar4 rakhy yaad rahy agar ap koi loss nahi kar rahy ya kam y kam rahy hain to wohi ap ki kamyabi hy na k sirf prpfot gain karna ziyada
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kamyabi mahnat sa milti hai kya?

                            Nahin CharPai ke upar din bhar soay rahoo raat ko Dalor Ki Barish ho jayegi agar aap chahte ho ki mehnat k bagair Paisa Vasool kiya jaaye na to ek din kya ek Mahina pura So kar Guzar do aur uske bad aapke account mein hazaron Dalor a Jaenge lekin Sara Din Sona Hai mehnat Nahin karni hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X