aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?
    dear forex trading members Assalamualaikum agr ma aik post krta hun to mujy kitna wait kr ky next post bna deni chye ya comment krnky reply kr dena chaye apko aisa koi rule maloom hai aor agr ma thread bnata hun to kotni der wait krny ky bad new thread mujy bnana chye forum rule ka bta den ta ky sary members perfect kaam kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

    Asslamu allikum dear brother apny acha sawal kia hy dear jesy mujhy hamry senior ny kaha hy keh ham pehly 10 sy 15 post karen usky bad waqfy waqfy say thread kar krni chahye or sari thread at a time nhe karni cahhye senior kehty hen asy posten ban ho jati hen
    • #3 Collapse

      Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

      aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chahyey gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main jab bhi threads ya posts kerny ky liay aap ko achi earning bhi kerty hain taky asp zaroor kamyab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

        Assalamu alaikum my dear friend Jab aap ek post karte ho to usmein Ek minut Ka Ghar dekar dusri post kar sakte ho usmein agar aap bahut kam time mein bahut jyada post Karoge To usmein aapko fayda Nahin Hoga aap ki post bhi delete ho jayegi
        • #5 Collapse

          Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

          Dear ye ap pay depend karta hai ager ap kay mind mai koi acha threat ata hai tu ap foran he usye submite kar dain kuch nhi hota kiyu kay ager ap threat na banye gaye tu ap ko koi masla ni hai
          • #6 Collapse

            Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

            Pak forex forum pay aisa koi rule shayad written mai mojud nahi hai. Forum pay threads aur posts kay rules banay huay hain agar threads aur posts apnay apnay rules kay mutabiq ki jaey tou kisi bhi waqt ki jaa sakti hai. Aik achi posts ya acha thread wesay bhi 2 say 3 minute mai he create hota hai aur posts ko 2 lines ka banaya jaey tou wo itna time lay laitay hain jo kaafi hai. Iss tarah spamming kay zumray mai nahi aati
            • #7 Collapse

              Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

              My dear forex friend humy itna waqfa deena chahiy kih ik post account ho jaiy or ap next thread m ja ker os ko achi trah read kr k apni post krty hein to ap ko tqreeban 20 s 25 second lag jaty hein is liy mery knowledge k motabiq itna waqfa hona bhi chahiy
              • #8 Collapse

                Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

                Assalam o Alikum my daer friends bhai jan ap ki baat bikul thik hy k haym chahiya ka hm los forex ma dil lag ko kam krna chahiya jisa sa
                Malik Fiaz khokhar
                • #9 Collapse

                  Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

                  JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke Jab aap ek post karte ho to usmein Ek minut Ka Ghar dekar dusri post kar sakte ho usmein agar aap bahut kam time mein bahut jyada post Karoge To usmein aapko fayda Nahin Hoga aur apnay apnay rules kay mutabiq ki jaey tou kisi bhi waqt ki jaa sakti hai. Aik achi posts ya acha thread wesay bhi 2 say 3 minute mai he create hota hai aur posts ko 2 lines ka banaya jaey tou wo itna time lay laitay hain thank you everyone
                  • #10 Collapse

                    Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

                    hamy is main achy or mayri threads or posts creat karny chahey hamy informative posts bana kar 2 yai 3 mints main reply karni chahey hamy short post or threa creat nahi karny chahey is ka koi fadia hota ham is main pani marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

                      aik thread ya post banany ke bad kitne dar wait karna chahye best expert khaty hain ke aik post ke bad ap ko 5 mint ka waqfa hona chahye kuch log khaty hain ke ya rule hai aur aid ghanty may 5 post karne chahye ya be rule hai so rule lazme hai is terhan post karne chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

                        Walikum assalam
                        Forex forum per jab bhi posting kerny lagen to is bat ka khyal rakhen k ap me pehly kuch posts keeni hain usnk bad threads ker sakty hain direct posts kerny se error ajata hai jis se kuch time k liye posting nahi ker sakty and posting k bad ksi bhi time threads ker sakty hain r eik sath bhi threads ker sakty hain is mai koi issue nahi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: aik thread ya post bnany ky bad kitni der wait kr ky next thread krne chaye?

                          jab bhe kam start kerne lage to ap ko cheye phly 10 posts lazmi keryn us ke bad ap threads keryn likn threads sari aik sath nh kerni cheye bilke un me wakfa zror hona cheye ager sari threads aik sath kerte han to senior ke khene ke mutbik hamri posts ban ho skti han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X