Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...
    A.o.assalam.o.alaikum mery piyary forex members ap sab kesy Hain...Main ap sab say yeh p0chna chahata hon pakistan forex forum main hmari mehnat hamain kamiyab bna sakti hay...
    $#@#i Khan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

    G han apne theek kaha hamari mehnat hi hoti hai jis ki madad se ham forex business main kamyabi hasil kar pate hain agar ham mehnat karna chor dian to hamain nakami ke sewa kuch nhi mile ga our loss se ham kabhi nhi bach pain ge.
    • #3 Collapse

      Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

      G bilkul me apki bat se agree karta hun ka forex main bharpoor mehenat hi hamain kamyabi de sakti ha keunky bina mehenat ka forex main kamyabi na mumkin ha hamain koshes karni chahiye ka hum ziyada se ziyada time forex me lagaen aur achi learning ka liye mehenat karen bina mehenat ka forex main oi kamyabi nahi milyi.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidbilal پيغام ديکھيے
        A.o.assalam.o.alaikum mery piyary forex members ap sab kesy Hain...Main ap sab say yeh p0chna chahata hon pakistan forex forum main hmari mehnat hamain kamiyab bna sakti hay...
        Agar humne form Se Achcha bonus banana hai to iske liye Hamen form ko acche tarike se time Dega hoga Agar Ham forum Gora Gular message per time nahin Denge aur daily basis per message Nahin Karenge To Hamara bonus Achcha Nahin
        • #5 Collapse

          Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

          Ji han janab aapane bilkul durust farmaya hamare mein naat a pak Forex form mein hamen hamari manna dey kamyab Ve dila sakti hai isliye main forex business mein jyada se jyada mehnat Karne honge Ham jitna time Forex ko denge hamare liye utna Hi achcha hai aur hamen utna hi jyada bonus milega
          • #6 Collapse

            Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

            g bilkul hamari mehnat hi hume forex forum main kamyab bana sakti ha kyun ke mehnat ke bagair forex ma kamyab hona boht mushkil ha forex ma ap jitni zyada mehnat se kam keren ge utni zyada earning keren ge forex ma mehnat hi kamyabi ka zariya ha
            • #7 Collapse

              Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

              Assalam o alikum sir g apny bilkul sahi kha ha forex m kamyabi aik he sorat m mil sakti ha k bht ziada mehnt ki jy mehnt ka mtlb knowledge hasil kia jy r learning kr k expert bna jy q k forex bs experts ko he acha profit deti ha unknowledge traders is m hamesha nuqsan krty hen
              • #8 Collapse

                Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                Assalam walekum janab aapane bilkul theek kaha hai Pakistan forex mein hamari mehnat hi hamen kamyab kar sakti hai isiliye mehnat se kam karne chahie aur rojana ke limit ko pura karne chahie tab Ham kamyab honge
                • #9 Collapse

                  Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                  dear friend forex trading main hamen kameyab karty hy hamary mahnat as leye kameyabi keleye zarory hy k ap forex mainmahnat karen forex ko sekhenm aur as main ak bahteren trader sabet ho tab hi ap as main kameyabi hasel kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                    g walikum assalam forex main mehnat he hamen kamiyab bana sakti hai or yeh bhot acha source of earing hai ...hum bhot zeada acha earn bhe hasil karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                      sahe kaha hae pakistan forex main agar hum daily ka kam daily karte rahen to hum is main ache tarah se kamayb ho sakte hain is main is liye hamen cahiye ke hum is main hardwork ko jari rakehn q ke main apko yeh dawe se keh sakta hun ke agar ap is main mehnat karte hain to ap is main yaqenan kamayb hote hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                        Hello friends, umeed ha ap sb kheriyat say hon gay or forex pr achay say kaam kr rahay hon gay. Friends yay baat bilkul theak ha k forex pr hamari mehnat he hamay kamyab bna sakti ha is liyay hamay forex may successful honay k liyay zada sy zada hardwork krni chahiyay or apna kaam dedication say krna chahiyay ta k hum is forum say achi earning kr sakein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                          hanji bilkul pakistan forex forum me mehnat kr k kamyab ho sakty hy koi bh kam ho mehnat tu krni hoti hy isi trah agar hm forex pe bh mehnat kren ziyada se ziyada kam kren forex pe or apna time den forex ko or trade krna seekhen tu hm aik din zaroor kamyab hojaen ge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                            Je bilkil asa hi ha forex pa kamyab hony k liye humy chaiya ky hum mehnat kryn agr hum mehnat nahi krngy tu humy kabi bhi kamyabi nahi naseeb hoti humy chaiya ky hum zyda sa zyda kam kryn or acha kam kry taky humy acha result mil sky humy chaiya ky hum mehnat kryn taky humy acha result mil sky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hmari mehnat hi pakistan forex forum main hamain kamiyab bna sakti hay...

                              Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham jitni ziada mahnat krta han hm ko utna fiada hota hai mahnat ak aise chez hai jo jahan bhe ke jaye ap ko kamyabi he milti hai pak forex ak bahtreen business hai us main ham ko mahnat aur patience ka sath kam krna ke zrorat hai kamyabi ap ko mil jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X