Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi
    Hi main aapse yah puchna chahta hun ki kya Ne Pakistan Forex Param Amir member banaa sakta hai agar Ham isko join kar chuke hain To Hamen yah Amir banaa sakta hai ya nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

    Han ham ko Pakistan forex amir bana sakta hey lakin ham ko is k leay bahot zayda mahnat karni parey ge kio k ager ham is main lalach karin to yeah ham ko nuksan he dey ga is leay ham ko chahiye k ham lalach ki bajey mahnat karin to ham is se amir ban sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

      ji han bhai jaan bilkul aisa hi hai agar Ham ismein kam Karte Hain To ismein Ham Aisa se Amir Ban sakte hain aur aasani se Amir Ban sakte hain lekin ke liye Hamen isko Jyada Se Jyada time Dena Hoga aur isko bahut hi jyada learn karna hoga to hi Ham ismein kam karte hue Ek Amir Insan Ban Sakenge
      PAK ARMY ZINDA ABAD
      • #4 Collapse

        Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

        forex buht acha business hy is business mein forex mein hum mehnat se knwledge hasil kar sakt forex mein sab se zarrori mehnat hy mehnat kar k forex mein knewledge zarrori hai knwledge se hum pak forexforum isliaye hy k is par kaam kar k wo knewledge share karain aur information k demo account par practice kar k experience hasil kar k hum profit hasil kar saktay han forex mein kamyabi k liye himat bhi honi zarrori
        • #5 Collapse

          Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

          g ha bhai jan hum forex man kam ker k mahant ker k napne gurbat klo khatam ker sakty hain kuon k ye bahut hi acha buisness hai es main hum acha knowladge aur expiriance hasil ker len ehtiyat k sath kam karen aur senior k help k sth kam karen tru bahut hi ziada paise kama saktry hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

            g han hamary amir banany ka khab tab pora ho sakta hy jab forum pe mehnat karen apni post ke quality achi karen ager ham achi quality ke post kartay hn to hamara bonus acha ban sakta hy or phir trade kartay waqt trade k rules ko samjhn or pehklay demoo account par practice karen
            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
            • #7 Collapse

              Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

              yes off course but hardworking se yahan koi bhi kamyabi hasil kar sakta hai trader ko hardworker hona buhat zayda zaroori hai jo yahan hardworking karta hai wo kaheen bhi kamyabi hasil kar skata hi forex mein bhi hardworking karna buhat zayda zaroori hai hardworking k bina success yahan kisi ko nae milti...
              • #8 Collapse

                Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                han ap ameer ban sakty hain magar is k liye zarori hai k ap isko pura time dain intrst lia karen likes dia karen daily post or threads dia karen apna knowledge zaror shere kia karen ,,,phir ja k maza ata or life main sukun mehsus hota or ap kamiyab trader bhe ban jaty or ameer bhe ban jaty ...aj k doar main ameer banna mushkil nahi hai bus demgh sa kam lia karen or soch smjh kar kam kia karen...jazakALLAH
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                  Bilkul bna sakta hai lakin baat hai aap k haqdaar hain ya nai kiun k agar to aap rules ko follow karty hain forum k b aur trading k b to aap iss business se Faida hasil Kar sakty Hain lakin agar aap lalach karny wale aur cheating karny wale hain to aap k kaamyaabi k chances na hony k barabr Hain aur agar kabi aap ka tukka lag b gya to end aap ka loss py hi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                    Jeevan Sara aapane bilkul sahi kaha hai Pakistan Forex form aap ko Amir banaa sakta hai lekin aap ismein tabhi Amir Ban sakte hain Jab aapas Mein mehnat Karenge agar aap is per mehnat Nahin Karenge to aap kabhi bhi ismein Amir Nahin Ban Sakte aur aapko bahut zyada mehnat Karni Hogi tabhi aap Pakistan Forex form Mein Amir ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                      Han g bilkul forex humy ameer admi banaskti ha humy chaiy ky hum is forum pa mehnat kry or jab hum is forum pa acha kam krngy tab humy ak bebtreen reward miljyga is liye humy chaiya ky hum mehnat kry or mehnat krky axhi trading hasil kry or best trading ban jyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                        Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yh kahon ga k kam koi bhi ho wh chota ni hota q k hr kam apni aik afaadiat rakhta hy mgr kam koi bhi ho usko krny k liye hmain time daina parry ga to jb hm time dain gy to phr yaqinan output dy ga aur hm acha earn kr lain gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                          Ji han doston agar aap Forex trading Mein kaam karte hue mehnat Karenge Jyada Se Jyada time Forex trading co Denge to aapko Ek Achcha experience ho jaega aur aapke liye Forex trading 1 interesting game ho jayegi jisse aap Chale kar Jyada Se Jyada profit Hasil kar Sakenge aur aap aasani ke sath yah Ek rich person Ban sakte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Hamen Pakistan Forex Aaram Amir banaa sakta hai hi

                            Sar Amir banaa sakta hai agar Humse join Karenge to yah Humne Ek Amir Aadmi Bana sakta hai agar Ham Jyada mehnat Karenge To Hamen Achcha bonus milega

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X