Dears akser trader ki soch ha k stoploss lagana thk ni ha q k market hit kr k phr usi direction mein chali jati ha jidhr ap ne so ha hota ha. Darasal stoploss ka maqsad ye ha k agr ksi din market ap k bilkul against chali jati ha aur bht ziada move kr jati ha tu us movement se bachny k liye stoploss lagaty haen. Ta k aik trade se ap ka loss itna na ho jaye k ap ka account hi wash ho jaye. Baqi rahi stoploss hit hony ki bat tu us k liye bht se tareeqy haen k agr stoploss hit ho jaye tu kiya krna ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим