Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai
    Dear all members forex main hum jitni bhi mehnat karen our forex main jitna bhi work karen us main tab tak kamyabi nahi hasil kar sakte hain jab tak hamare pas forex k mutaliq acha experience our knowledge na ho our forex main agar hamare pas acha experience our knowledge ho to forex main hum acha work kar sakte hain our jald hi kamyab ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai ap ki bat bilkul theek hy kh experience ky baghair trade kerna namumkin hy q kh trading kaliay sirf mehnat ki zarorat nh hoti bulkh hmain experience bhi hona chahiay ta kh hum achi trading ker skin.
    • #3 Collapse

      Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

      Assalam o alaimum dear forex mn ap na bahot ache bat ki hai forex mn hamy information na ho.y ki waja sy kamyab ni ho sakty forex ak isa bussiness hai jis main menhat ki zarorat hoti hai forex insan ki zandgi ka ak hisa ban chuka hai forex main hamy chahye k hum achy treky sy kaam krin or jis sy hamy kamyabi hasil ho q k menhat krny wala insan he kamyab hoty hn
      • #4 Collapse

        Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

        yess boss apke bnat belkul thk hy man apke es bat sy agri karta hun ,jab tak hamary pass acha experince nai ho ga tab tak hum achi post nai kar saken gy.jab hamari post achi nai ho ge tab hum acha bonus hasil nai kar saken gy .es ley apko chaia keh ap zeada sy zeada experince hasil karen acha bonus hasil karen.or khud ko kamyab insan banyen
        • #5 Collapse

          Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

          g han ap ny thk kaha mehnut krin gy to knowledge gain hoga lekan experience bhot zrori hy trading k lia is lia knowledge hasil krin aur market ko time dain isi wja sy hi ap kamyab ho skty hn aik kamyab trader k pas bhot experience hota hy aur tb ja kr un ki analysis ache hoti hn..
          • #6 Collapse

            Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

            Trading mn learning ky sath sath acha experience ka hona bhi buht zarori hy experience hm trading krny sy hasil krty hn experience hm loss sy hasil krty hn jis sy hm dubara loss sy bach skty hn r kamayb trader ban skty hn achi earning kr skty hn
            • #7 Collapse

              Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

              Dear friend apnay bht acha sawal kiya hy k forex buisines men hamen chahiay k ham jitna ho saky forex ko samjhnay ki koshish karen. Forex ko ziyada say ziyada time day kar ziyada say ziyada samjhny ki koshish karen jis say hamen experience gain hoga jab hmara experience acha hoga to ham kam caha karen gy jab hamra kam acha hoga to hamary profit achy hngy.
              • #8 Collapse

                Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                dear traders dunia ki kise bhi business jab tak aap kaam nhi karegain experince nhi aati aur jitna aap zayeda os business kaam ko time daige experince aahe jata. forex ko bhi ju loog zayeda time daige aur serios hoke kaam karainge tu aap forex mai expert hojaige. aur agar forex mai experience na ho tu forex se earn ke bajai loss kara ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                  yes dear agar aap experience ya in other words practice k baghair trading karain gy to yaqeenan apni mehnat ko zaya kar dain gy..iss liey demo account py practice aur acha knowledge gain.karain tabhi trading start karain..apnI mehnat ko zaya nah karain..
                  • #10 Collapse

                    Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                    yes experience na hone ki waja se hi is main hamara mehnat waste hota hain aur is main experience hoto ham apne mehnat ko bacha sakte hain aur waste kabhi bhi nhi ho gaa aur hamne is main acha bonus mil skata hain aur hamen proper method ache thread se related posts karne chahye so hamen mehnat krna bahot hi zaruri hota hai to acha knowledge ki madad se ham apne posting ko waste nhi karen gee
                    • #11 Collapse

                      Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                      Ap ny sahi kaha hai agar ham forum par mehnat karty hai or posts karty hai or us k baad ham trading karty hai lekin ham ny demo account sy exprience nahi liye to jo b ham ny mehnat ki ho gi zaya ho jaye gi or kch b nahi earn hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                        G han ap ny thik kaha hai ap pora month mehnat karty hen aur usk bad apko bonus milta hai mgr jb ap trading karty hen tu experience na hony ki wja sy apko los ho jata hai jis ki wja sy apki sari mehnat zaya ho jati hai es lye members ko chahye k wo khud sy trade na lgaye sirf signal pe trade lgaye aisy wo los sy bach sakty hen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                          Good question kh forex mn experience na hony ki sort mn hmari mihnat zaya ho skti hy mn es bat sy agree nhi bhai mn tu mihnat ki qail hon kh mihnat sy hi experience hasil kr skti hon mihnat sy hi knowlegde barh skta hy mira mihnat kbhi zaya nhi hoti han himat himat ho ap mn tu hr kam mihnat ka muhtaj hy mihnat experience sikha dite hy experience bhi importnt hy kam k liy pr miry khial mn mihnat srf mihnat ahim hy filhal
                          • #14 Collapse

                            Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                            YeS ExperienCe KaMi Ki Waja se meHnaY WaSte Ho JaTa Hai TRaDiNg MaIn KnwoeldGe Aur ExperIeNce Ka HonA BuHut ZaRooRi Hota Hai Isi Liye HAmen CHAye Ke Hma Is Main Se Knwoledge Aur EXperinCe ZarOor Gain Karen To Hi Ham Is MAin Aik KamYaB TraDer Ban Sakte Hain Aur KnwoledGe Ka HOna zrooRi HOta Hain Aur EXPeience Main kami hOto Automatically Loss MAin Izfa hoTa Hain
                            Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                            :1f4af:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experience Na Hone Ki Wajah Se Hamari Mehnat Waste Ho Sakti Hai

                              g han dear agar humy forex trading ka experiance nahi hy to humary mehnat jo hum ny posting mein ki hy wo waste ho sakte hy , ess liye agar humary pas trading ka experiance na ho to hum trading na karen aur tuky par trading karne sy apko loss he hota hy , phly apko chahiye ky ap trading ko learn karen tab he trading start karen ys humary liye best hy ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X