market ko kasy samjha jay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ko kasy samjha jay ?
    asslamo alikum hm market ko analyses kerny sy samjh sakty hn analyses mn hm support r resistance draw krty hn r is mn market ky trend ko recognize kerty hn jis sy hm ak achi trade support r resistance py ly skty iss sy hm middle mn trade lany sy bach jaty hn jo buht risky trade hoti hy hmy loss dati hy is liy trade sy pehly anlyses lot size account balance ky mutabik r sabr trade profit mn any tk ka hmy kerna hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ko kasy samjha jay ?

    Support our resistance way sy Jo trading karte hain best Rahte Hain Jab market suport level per jakar break Karti Hai To most market reverse Leti Hai..
    • #3 Collapse

      Re: market ko kasy samjha jay ?

      bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum forex market ma enter hotaa ha to per hum ko indicator ka use karnaa hoga to per hum ko achi earning hoge warna hum ko loss he hoga................
      • #4 Collapse

        Re: market ko kasy samjha jay ?

        dear aap ny sahi kaha achi trading k liey market ko samjhna boht zaroori hai..aap ko market ki samjh nahi ho gi yaa pata nahi ho gaa to aap kabhi bhi achi trade nahi laga sakty..aap ny support aur resistance ki baat ki ham iss sy bhi market ka analysis kar sakty hain iss k ilawa news ko bhi lazmi follow karna chahiey..
        • #5 Collapse

          Re: market ko kasy samjha jay ?

          Ham is main market ko samjhne ke liye market ko time dena chhaye aur is main market ka analysis karna chhaye aor ham ko is mein market ko focuse kar k hi is mein tarde karna chaiye uar is mein ham ko chaiye k ham is mein market ko samjhen k liy is mein mehnat kare aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye is mein ham ko sahi waqat ka intzar karna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: market ko kasy samjha jay ?

            hum market ko time dy kar he samj sakty hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy market ky rules ko follow kar ky he kam karna chahey agar hum market ky kelaf ja kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga loss ky zemadar hum kud he hoty hain hamy apne learnin ko best bana kar kam karny ka risk lyna chahey
            • #7 Collapse

              Re: market ko kasy samjha jay ?

              jab tak aap log kaise Chala Sakte aapko Kisi chij Ki vidhansabha Mein Nahin Aaegi aur aapke message ke liye Insan ko manage karne ke liye bahut jyada mehnat bahut pyar bahut jyada jarurat Hogi Dhamal Karenge Khud par khud approach Hogi jab ho jayegi To Hamen archestra karne ka maja aaega ham log isko Main Jab tak tum nahin kar sakta hai Hamen Kuchh Nahin hoga karne ke liye bahut jyada mehnat Karni Hogi tab jakar Hamesha message Chacha problem sharing karne ka Milegi Hamen chahie kripya kar Hamen ismein se Kuchh Na Kuchh mil Jaega forest ko karne ke liye main bahut acchi mahine bahut Achcha Karya ko karna vah jakar main isme se Kuchh Na Kuchh milega isliye Main Kya Thi kya Ham jo bhi kam Karen kisi ke sath karen to Kya Karen
              • #8 Collapse

                Re: market ko kasy samjha jay ?

                hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga hamy ache leanring gain kar ky forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum earning gain kr saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: market ko kasy samjha jay ?

                  forex market bohat bari hai hamy is ki movement ko achy sy samaj kar sahi waqt ka wait kar ky is main amount invest karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain ham is main apni marzi sy time bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: market ko kasy samjha jay ?

                    market ko samajhne ke liye Hamare Paas Jyada knowledge information Ka Hona bahut jaruri hai agar Ham focus Karen aur Forex trading business Mein learning power ko strong rakhen To Ham easily market ko understand karte hue trade order Laga sakte hain aur acchi earning Kama sakte hain without knowledge or information Hum Kabhi B market ko understand nahin kar sakte Kyunki market Mein Ham up and down situation ko face karte hain aur Unka analysis karte hain Dhan Forex trading business Mein trade order laga kar profit ka wait Karte Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: market ko kasy samjha jay ?

                      Assalamu Alaikum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek hunge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki Agar markit ki movement ko samajhna chahte ho to aapko chahie ki demo account ki ki madad len aur demo account se aapko har Kisi Ki help mil Jaati Hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X