hamara account wash kun hota hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamara account wash kun hota hai ???
    Assalam o alikkum good wali morning all members ...mera sawal ye hai k forex forum par hmara account wash kun hota hai mainy bhot sari post parhi hain memebrs ki us main account wash ki bat daily ki jati hai ...kindly ap sub mujy bata dain k account ko wash kun kia jata hai or phir is main jo bonus hota hai kya wo bhe khatam ho jata hai???:1f640:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamara account wash kun hota hai ???

    Trading account wash honay ka matlab account balance ka khatam hojana hai. Forex trading mai members jab bonus say trading kertay hain tou unhain greed aur laalach over trading ki taraf lay kay jata hai aur new traders apna experience kamm honay ki wajah say big lot size kay saath apnay account ka free margin aur equity daikhay baghair trades open ker laitay hain jinn mai ziada loss ki wajah say account balance wash hojata hai matlab khatam hojata hai
    • #3 Collapse

      Re: hamara account wash kun hota hai ???

      Account wash hony ki bari waja yeh hoti hai ky ham small balance ky sath bhi bara risk ly lety hain tou hamain jab loss hona shoru ho jata hai tou ham open trade ko loss main close kerna pasand nehi kerty ky ham small loss main trade close ker ky loss ko recover kerna shoru ker dain tou loss increase hoty hoty account wash ker jata hai hamain aesy trading sy her surat avoid kerna chahiay ky ham account wash hony sy bacha sakain
      • #4 Collapse

        Re: hamara account wash kun hota hai ???

        Dear es mai koi shak ni hai kay humara account humarye ghltiyun ki waja say hotye hai kiyu kay apni ghaltiya hotye hain kay ap zayda say zayda profit lain lain tabhi tu humara account es mai wash ho jata hai jub kay bad mai hunain pata chalta hai
        • #5 Collapse

          Re: hamara account wash kun hota hai ???

          dear meembr acond ka wash hona koi bri bat nai h kuin kk koi bhe kam ap jb krei n ge to is mein apko los ya profit hasil ho ga is k alawa koi tesri chez nai h lekin jo hanmara acond wash hota h to hamari apni galti ki wja se hota h agr ham lalach na krien to is se hamara acond save raeh skta h
          • #6 Collapse

            Re: hamara account wash kun hota hai ???

            A.o.a dear . Ap ny bhut a6a sawal kia hy. Hmara acount us wakt wash hota hy jb bonus kam hota hy aor ham lalich kr k ziada lot py trade krty hain..es ka nuksan ye hota hy k ham loss daikh kr b loss wapas ni lety halan kh hamain loss saikh kr loss wapas lena chaheay jis sy loss bhut kam hota hy
            • #7 Collapse

              Re: hamara account wash kun hota hai ???

              Dosto ummid h ap thk ho ge dear fellow hmara account wash tbhi hota hai jab hAm galat trade lgaey q k earning k liey soch smajh kr trade lgaya kre....
               
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: hamara account wash kun hota hai ???

                Ap stop loss bhi zuroor use kia kre thi protect you
                 
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: hamara account wash kun hota hai ???

                  Dear Forex members trading main hmara account wash isliy hOta ya tOu hm overtrading krty hn Yani k lalch ki waja se HM Forex main trading k liy overtrading krty hn zeada earning krna chahty hn 2sra hmain ismain prOfit zeada cahhye hta ha jis wjaa se HM lot size zeada rkh dety hn tOu hmara account wash hOjata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: hamara account wash kun hota hai ???

                    Dear friend account tab washh Hota Hai Jab opentrade karte hain proper plan Banakar market Mein Kam Nahin karte. .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: hamara account wash kun hota hai ???

                      trading main account wash har members ke apni mistakes ke waja se hota hae q ke forex main jab hamare chalte howe trades loss main chalen jaen to agar hamen zayada loss ho jae to hamare loss main chalte howe trades close ho jate hain to hamen agara account wash se bachna hae to small lot use karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X