EUR/USD ka currency pair is waqt H1 chart par kafi interesting price action show kar raha hai. Yeh price abhi ek important resistance level ke qareeb hai, jo H1 Res C ke naam se 1.13781 par identify kiya gaya hai. Pichle kuch trading sessions mein...
Assalamu Alaikum Dosto! America-China Trade War Mojooda trade war jo China aur America ke darmiyan hai, uski bunyad kuch ahem tareekhi waqiyaat par hai, khas tor par Donald Trump ke pehle daur-e-sadarati ke waqt. Trump administration ne America...
USD/CAD pair is waqt market mein kaafi activity dikha raha hai, jahan kai global aur domestic factors Canadian dollar ko effect kar rahe hain. Sabse pehla aur ahem factor oil prices hain. Crude oil ka price $61.15 per barrel tak gir gaya hai, jis ka...
1. Pin Bar Candlestick Pattern Kya Hai? Pin Bar aik powerful candlestick pattern hai jo price action trading mein bohat zyada use hoti hai. Is pattern ka use traders karte hain trend reversals ya price rejections ko identify karne ke liye. Forex,...
Assalamu Alaikum Dosto! Currencies aur Doosre Financial Markets Forex trading ka matlab to aam tawar par mukhtalif mumalik ki currencies k darmeyan sharah-ye-tabadela tasawar kia jata hai, lekin forex trading aam tawar par sirf currencies k...