Loss say ghabrana nahe chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss say ghabrana nahe chaye

    g han bilkul ap ki bt thk hy loss k sy ghabrana nhi chahea agr loss sy ghabrain gy to kabi kamyab nhi hngy loss sy hm bhot kuch sekhty hn bhot kuch learn krty hn aur lesson hasil krty hn apni mistakes ko drust krtty hn aur mistakes ko repeat kabi ni krty hn is lia loss sy hmain sekhna chahea aur kamyab hona chahea.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss say ghabrana nahe chaye

      Gee bhai ap ny bilkul thek kaha loss sy ni ghabrana chahye keun k loss jb ae to mayyosi hoti hy jo k gunah hy isliye loss ko accept krna chahye insaan ghaltion sy hi seekhta hy bad men wo ghalti na duhrae jo aik br ho jae phr wo kamyab trader bnay ga
      • #18 Collapse

        Re: Loss say ghabrana nahe chaye

        G Haan Bilkul hmain loss se ghbrana nai chahye becOz loss aur profit zindgi Ka hisa hn aur Kitna HM Forex main trading krty hn ismain loss BHI hta ha aur istrah hamin loss ko BHI face krna Hoga aur isko ignore nai krna cahhey isliy jitny BHI kamyab traders hty hn wO ghbraty hn loss kO aur achy se Analysis krty hn
        • #19 Collapse

          Re: Loss say ghabrana nahe chaye

          How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho yeh business ka hisa hota hy agr loss ho bhi Jay to ghabrna ni chiya profit bhi ho jata hy business me
          • #20 Collapse

            Re: Loss say ghabrana nahe chaye

            Profit and loss trade ka pehla role hn. Daily routines me hmn forex trading me losses sy nh ghabrana chahey bus apna focus apni trade py dena chahey
            • #21 Collapse

              Re: Loss say ghabrana nahe chaye

              G bilkul friends hamay loss say gabrana nahi chahiyay kyn k loss to business ka part ha or baray say bara trader b kyn na ho wo loss kr he bethta ha. Hamay chahiyay k confident ho k trading karein or loss ko apnay zehan say nikal dein or apna poora focus profit pr rakhein or is k liyay hamay jitni b mehnat krni paray wo karein.
              • #22 Collapse

                Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                Hamaya apanay loss sy kbhi bhi naia ghabrana chiya hamaya chiya ham mhnhat k stah apna ham kam kry jb ham loss sy ghabra jaye gy to ham nakma ho jaye gy jb ham mhnata kry gy to ham is my shai rahy gy jbham sakon my reh k ham kam krty rahy gy aona to is my hamaya kafi zeada faida hota rahy ga
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #23 Collapse

                  Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                  Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai loss har kise ko hota hai hamai chaye ke iss Mai tention na Lai agar hamai loss hojaye balkai sahe tariqay say issko trade karai iss Mai apnai ghaltyo ko khatam karkai sahe trading karai to profit ham Kama sakaingay.
                  Forex trading Mein kam Karke Kisi Ko block ho jata hai agar Kisi trader ko trading Karke loss Ho Jaaye to usko ghabrana Nahin chahie Apne losses se learn karna chahie Jab aap apne loss se learn Karenge to Achcha trailer Ban Sakenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                    g han dear apn saeh kaha h k hamein los se gbhrana nai chashye kuin kisi bhe kam mein profit or los ye karobar ka hisa h is mein los bhe ho skta nh or profit bhe agr kam krte wqt los hone ka khtra ho is mein hamein ghbrana nai chahye blk sbr se kam krna chaye tb ja k ham forex mein kamayab hoin ge
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                      UN Logon Ke Liye Main guide kar deta hoon ke Forex trade market Mein Do kimat chal rahi hoti hain inke Darmiyaan Jo difference hota hai isko Ham separate Kahate Hain Jitna Jyada spread Hoga Ham Uske hisab se Utra come on nahin kar sakte hain kimat chal rahi hoti hain inke Darmiyaan Jo difference hota hai isko Ham separate Kahate Hain Jitna Jyada spread Hoga Ham Uske hisab se Utra come on nahin kar sakte hain isliye investment current yah kam experience complete band Karta Hai Ham sab log Apna Apna Yahan per
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                        Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai loss har kise ko hota hai hamai chaye ke iss Mai tention na Lai agar hamai loss hojaye balkai sahe tariqay say issko trade karai iss Mai apnai ghaltyo ko khatam karkai sahe trading karai to profit ham Kama sakaingay.
                        Hisab se kam karte hain Kyunki Agar Hamara experience jyada hai Hamen risk wali currency is per kam karna Aasan ho jaega sometime market Mein strong hairs movement ho rahi Hoti Hai Iske bare mein Hamen Janna aur Iske knowledge Lena bahut jyada important Hota Hai Forex Ek acche wala business hai jisse main aapko jaldi se jaldi thik hone ke bare mein guide to kar sakta hun na to aapko dikha sakta hun lekin Hamen Yahan per loss ko recover karne ke bare mein koi bhi
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                          G han my dear forex friend jab humy loss ho jaiy to humy pershan nhi hona chahiy balkih hemat s kam karein or apni struggle ko jari rakhein takih apna loss recover kr skein or is trah hum kamyab trader ban skty hein
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                            Aap nay bilkul theek kaha forex mein hum ko loss par ghabrna nahi chaiy hum ko loss ka samna karna chaiy agar hum ghabra jay gay tu hum loss ko reacover nahi Kar saktay iss Lia hum ko loss ka samna Kar ka loss ko reacover Karna chaiy or acha profit hasal karna chaiy tab hum ko kamyabi ho gi
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                              Bilkul sahi kaha loss sy bilkul nahi ghabrana chahye. Loss or profit har business main hota. Ye business ka hissa hai. Is lie is cheez ko mind main rakh k kaam shuru karna chahye. Kyun k jab ap mentally prepared hongy to ap sahi trha sy kaam kr saken gy. Loss ho bhi jaye to mayoos bhi nahi hona chahy. Mehnat jaro rakhni chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                                Dear forex trading aik online business hay aor business koi bhi os ma profit aor loss normal si baat huti hay is liye kisi bhi trader ko loss say kabhi bhi gabrana nhi chayi balkay loss hu tu aor zeyada mehnat start ker deni chayi ta kay pehlay jo mistakes huvi han wo dobara na hu sakay aor humay loss kam aor profit zeyada earn hu sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X