Loss say ghabrana nahe chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say ghabrana nahe chaye
    Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai loss har kise ko hota hai hamai chaye ke iss Mai tention na Lai agar hamai loss hojaye balkai sahe tariqay say issko trade karai iss Mai apnai ghaltyo ko khatam karkai sahe trading karai to profit ham Kama sakaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say ghabrana nahe chaye

    Dear friends aapka Sawal bahut Achcha hai ki Hamen Lo se ghabrana Nahin chahie Kyunki loss aur win Zindagi Ka hissa Hai loss Hamen lesson Milta Hai FIR ham kamyabi ki taraf badhate Hain Kyunki Jo Insan mehnat karta hai agar usko loss ho jaaye to usko ghabrana Nahin chahie Kyunki Main zaroor Rang Leti Hai Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss say ghabrana nahe chaye

      YeS HamEn LoSS Se GhaBrAa Nhi ChaHye Ham Is Main LosseS se BachiE To Hi Ham Is Main KAmyaB BaN SAktE Hain Aur TRading Ke WAQat Loss SE Nhi DarnA ChhAhye To Hi ACha Kamee Mil SaktA Hain Aur Hamen ChHaye Ke HAm Is MAin Trades KrNe Se nA Daren TO Hi Profit Mil SAkTa Hain.
      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
      :1f4af:
      • #4 Collapse

        Re: Loss say ghabrana nahe chaye

        Freinds hamey trading ki wajah sey loss thu nahi ho ga agar hum risk kaam lay gy but agar loss hu bhi jaiy thu hamey himat nahi harni chahiay aur ghabrana nahi chahiay balkey trading mei risk kaam lai aur apni zarorat key mutabik trade karey inshallah kamyab hu gy.
        • #5 Collapse

          Re: Loss say ghabrana nahe chaye

          ji Bhai jaan aap ki baat thik thak ke humko loss hone per kabhi bhi pareshan nahin hona chahie balkeshwar se kam Lena chahie Jo acche aur kamyab tractor hote hain vah hamesha sabar se kam lete hain aur nuksan hone per kabhi bhi tension nahin lete Bal ke nuksan hone per loss hone per sikhate Hain apni mistake ko kabhi bhi repeat nahin hone dete
          • #6 Collapse

            Re: Loss say ghabrana nahe chaye

            Gg bilkul ap ny sai kaha h k loss or profits zindgi m sth sth hoty h jaha loss ho jay waha ghabrna nahi chaiy blky apni struggle ko jari rakhna chaiy or struggle sy ghbra k bhet jana koi msly ka hall nahi h or hamy chaiy k hm zyda sy zyda time foex ko dy ta k hm profit k sth trade kr sky
            • #7 Collapse

              Re: Loss say ghabrana nahe chaye

              Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein profit k sath loss bhi hota hai is liye forex main loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our mehnat k sath forex main work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our forex main profit k sath hamein loss ko accept karna parta hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                DEAR FOREX USERS FOREX AIK AISA BUSINESS HAI JISS MAI LOSS LAAZMI HOTA HAI ORR WESY BHI LOSS SE GHABRANA NAHI CHAYE QK LOSS IS A PART OF OUR LIFE ORR HAR BUSINESS MAI LOSS HOJATA HAI ISSI LIYE hamain loss se ghabrana nahi chaye blky ache se face krni chahiye hard-ships ko
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                  Umeed aik aisee cheez h k jis ka ham chor nahi sakte hien agar ham umeed ko chor dete hien tu ham apni kamaee chor dete hien as lyee ham ko her bar pur umeed rahna hota h aur ham ko as mien her bar umeed ka daman hath sy nahi jane dena hota h
                  agar ham as mien kaam karte hien tu ham as mien kamaee kar sakte hien as lyee as mien kaam karna zarori hota h aur umeed sy bandhe rehna hota h aur hamain loss ko dakh ker belkul gabrana nahi chahye q k loss k bad profit b ho sakta h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                    Ga han hame los hony sy preshan nai hona chahye kui k los bhi forex ka hisa hai agr ap los sy preshan ho kr beth jaye gy tu ap los ko recover nai kr saken gy es lye los ko bhol jaye aur jis galti ki wja sy los hoa hai wo galti dobara na karen aur apny los ko thora thora kr k recover karen los ko recover krny me jaldi na karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                      g bilkul humin loss say pareshan nai hona chaye balkay mazeed himat kr ke apni mehnat ko barha dyna chaye qk hamri mehnat hi humin loss say mehfooz rakhti hai agr loss ho jata hai to himat kr ke humin zaiad kam krna chaye or apny loss say saq sekhna chaye hamesha.
                      Jazak ALLAH ツ
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                        Ji han my dear friends loss sy bilkul gahbran ni loss or profit to hota rehta hay hamy chaiye Ky ham zyada say zyada mhant kary taky kamyab ho sake mehnat kary gay to zaror kamyab ho jay gay mehnat bht lazmi hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                          Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai loss har kise ko hota hai hamai chaye ke iss Mai tention na Lai agar hamai loss hojaye balkai sahe tariqay say issko trade karai iss Mai apnai ghaltyo ko khatam karkai sahe trading karai to profit ham Kama sakaingay.
                          Agar Kisi trading co trading Karke and loss Ho Jaaye to usko decide Nahin Hona chahie profit and loss in business ka hissa agar aap apne office se Jab aaenge to aapki trading kabhi bhi acche Nahin Ho Gayi
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                            aslam o alikam g han bhai ap na sahi keha ke hum ko loss se kabi gebrana nhi chaye ur na hi mayoos huna chaye ke kion ke loss huna part of business ha loss hune se ap bot kuch learn ker sakte han ur ap ko apni geltyon ko peta chelta ha ap apni geltyon per qabo paa ker ageye ber sakte han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                              Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai loss har kise ko hota hai hamai chaye ke iss Mai tention na Lai agar hamai loss hojaye balkai sahe tariqay say issko trade karai iss Mai apnai ghaltyo ko khatam karkai sahe trading karai to profit ham Kama sakaingay.
                              Ji han bhai main aapki baat se bilkul mutafiq hun Ki Hamen Lo se bilkul bhi ghabrana nahin chahie aur Jyada mehnat Karke Apne loss ko pura karna chahie Agar Ham acchi post Karenge to Achcha bonus Hasil kar

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X