laalach se hum profit kamaa sktay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    laalach se hum profit kamaa sktay hain?
    Main ap se lalach k baray main discuss kr rhaa thaa k lalach se hum trading main kabhi kamyaab nehi hotay balkay laalchi trader humesha loss krtaa hai is liye lot size zeyada nehi rakhnaa Chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

    no bhai jan ager ap lalch kren gay to ap profit nh bal nk apna account wash kta saktay hain aor is k illawa hamen chye k ham apna profit ager save rhkna chaty hain to uskaily chye k ham rules of forex trading ko kbhi na bhollen ager ham forex trading k rules ko bhool jain gay to hamen trades nfa nh den g.aor is k illawa hamen chye k ham zroor apni trades ko ager losss ay bacana chaty hain to hamen chye k ham lot ka say kam lgain to apnay apko save ker saty hain.
    • #3 Collapse

      Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

      G ham lalach se profit kama sakte hain lakin ham ko is se jo loss hota hey who hamara account wash kar deata hey. Ham ko chahiye k ham trading karin lakin knowledge k sath our lalach kabhi bhi mat karni chahiye ham ko lalach se loss k alawa kosh bhi hasil nahi hota.
      • #4 Collapse

        Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

        Jesy k mashoor kahawat hy k lalach buri bala hy. Is main koi shak nhi lalach insan ko boht nuksan pohnchati hai. Start main to shyd hum lalach kr k thora boht earn kr lain but long term nhi chal sakty. Forex ek aisa business hai jis main apko patience k sath chalna parta hai
        • #5 Collapse

          Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

          Dear lalach ki zarorat yahan par koi nahi hay agar aap achay treader ho to ya aap ko market ki analyzing ati hay agar ya dono nahi hay to phir banda lalach ya luck say kaam layta hay
          • #6 Collapse

            Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

            Bhai Jaan main ap ko aik baat batana Chahta hoon kh agar ap nay lalach ki to aap kamyab Nahin ho Sakty hai. Lalach insaan tabah Kar deti hai ham Jo chayay kh lalach na krain agar lalach kraingy to nakamyaab rahy by his Ka koi faida Nahi hai q kg agar ap lalach kraingy to nakamyaab rahy gay
            • #7 Collapse

              Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

              Maximum time ap zyada profit ka sochtey hu trading mei likin ap ko loss hu jata hai trading itna rakho key ap ko loss bhi hu jaiy thu os sey ap ka account bhi wash na hu aur ap ko zyada nuksan bhi na otana perhey .
              • #8 Collapse

                Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                Assalamualaikum nhi mry bhi AP kbhi b lalach se profit nhi Kama sakty balke lalach ki waja se AP apni kismat me likha b loss kr dety hain is waja se ham sb ko chahea k forex forum kbi b lalach na karain q k lalach bht buri Bala hai aur ye hamesha insan ko nuksan dilati hai
                • #9 Collapse

                  Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                  Ni bhai lalach sy hmen profit milay ga to sahi but nuqsan utha len gy hum behter yahe hg cool mind sy kaam karen laalach insaan ko nuqsan deti hy isliye bina laalach k kaam karen sb acha hoga or profit nuqsan wala hi milay ga hmeb laalach sy
                  • #10 Collapse

                    Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                    Nahi bhai hum lalach say profit nahi kama saktay hum jis waqat bhi lalach karain gay kuch na kuch kho baithain gay is liay hummain lalach ko durr hata kar trade karni chahiay
                    lalach bharay insan ko bhi khali kar daiti hay
                    • #11 Collapse

                      Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                      g nh ham lalch say profiet hasil nh kar sakty ham jitna lalch kary gay otna hamy loss ho ga our kamiyabi say loss k traf jay gay agr ham lalch say profiet hasil karny ka sochy gay to hamy loss ho ga our ham koi bh kam theek say nh kary gay ham agr mhant say kam kary gay to ham kamiyabi k traf jay gay our hamy loss bh nh ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                        How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho forex business ik bht acha business hy lalach sy profit khama sekty hy butt jb loss hota hy to harma account bhi wast ho jata hy
                        • #13 Collapse

                          Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                          Ji han Sar aap ne bilkul sahi kaha hai Ham lalach Se Kabhi Bhi profit Nahin Kama Sakenge balke Hamen bahut zyada loss Hoga isiliye Hamen profit hasil karne ke liye Hamen laalach bilkul bhi nahin Karni Hogi Ham Jitna zyada lalach Karenge Hamen utna zyada loss ho sakta hai isiliye Hamen lalach kabhi bhi nahin Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlain333 پيغام ديکھيے
                            Main ap se lalach k baray main discuss kr rhaa thaa k lalach se hum trading main kabhi kamyaab nehi hotay balkay laalchi trader humesha loss krtaa hai is liye lot size zeyada nehi rakhnaa Chahiye
                            lalich aik buri bhala hay , forex k business main wesy bhi yeh traders ko bohat nuqsan dy sakti hay es liay hamain chhaiye k har hal main lalich say bach k hi kaam karain ar lot size ka bhi khayal rakhen k bohat brha lot size na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: laalach se hum profit kamaa sktay hain?

                              Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota
                              agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur jo lalach h hamain as mien as mien dabo deta h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X