Importance of forex knowledge???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of forex knowledge???
    A.o.a, dear members mera ap sy yeh swal h k forex mn
    knowledge hasil krny ki kia Importance h kia hm forex knowledge lia bgair trading kr skty hain ya forex main trading knowledge ka hona must h???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of forex knowledge???

    dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay apkay pass forex ka complete knowledge bahot zroori ha isliay new join krnay walon ko chayay k woh seniours ki posting ko achhi trh read kr k forex k baray mn knowledge gain kren keun k knowledge k baghair forex trading mn kamyabi mumkin naen
    • #3 Collapse

      Re: Importance of forex knowledge???

      knowledge kisi bhi chez ka ho bahot he zarori hai forex trading market ma apko trading ky leay basic knowledge demo account practice ka experience jo ky just laike asli marekt apko pta chlta hai ky foreign currency exchange wala karobar asal ma hai kya kesy aik currency ky badly dosri currency ko khareed skty hain aor profit kesy milta hai in baton ka pta kga ky profit milta hai
      • #4 Collapse

        Re: Importance of forex knowledge???

        Forex mein trading karney k liye aap k pas knowledge hona bohot zaroori hai or kam az kam itni k aap trading kar sakein or profit kama sakein ... forex knowledge ek din ki nahi hai roz or herr lamhey market uper neechay jaati hai jo aap baghair knowledge analyse nahi kar saktey ...
        • #5 Collapse

          Re: Importance of forex knowledge???

          Dear Jese Ke Life Me Or Her Business Me Humey Knowledge Lazmi Chaiye Hoti Hy Wese Hee Forex Ki Knowledge Honi Chaiye Other Wise Faltu Ke Tarjurba Karne Or Time And Paisa Zaya Karne Ke Braber Hy Or Bad Me Forex Ko Blame Dena Ke Loss Hota Hy Or Scam Hy.
          Bhetr Hy Ke Band Learn Kary Proper Or Proper Tarikey Se Work Karey.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #6 Collapse

            Re: Importance of forex knowledge???

            bohat he achaa sawal ha ager hamara pass forex ka lot of knowledge hotaa ha to per hum ko achi earning hotee ha laken ager hamara pass lot of knowledge nhi hotaa ha to per hum ko forex trading ma loss he hoga es leya hum ko chaheya ka hum forex trading ma lot of knowledge lanaa start kardaa.....................
            • #7 Collapse

              Re: Importance of forex knowledge???

              hamy acha knowledge gain kar ky kam karna ho ga per he hum passia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is ma night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be detahain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Importance of forex knowledge???

                YeS FOreX TraDInG MaIn ExpeRienCe ImprOTanCe HaIN eXperIenCe HaSIl KaRnaa Chahye HaM SuccessFull BaN SaakT HaIn Aur iS MaIn KnwoeldGe Aur ExperIeNce Ka HonA BuHut ZaRooRi Hota Hai Isi Liye HAmen CHAye Ke Hma Is Main Se Knwoledge Aur EXperinCe ZarOor Gain Karen To Hi Ham Is MAin Aik KamYaB TraDer Ban Sakte Hain Aur KnwoledGe Ka HOna zrooRi HOta Hain
                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                :1f4af:
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of forex knowledge???

                  knowledge ke forex mai bohat value hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum passai kaama saky gy forex aik online business hain hum agr mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain forex aik acha business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Importance of forex knowledge???

                    Sar aapane bilkul right kahi hai ki agar Ham ismein Kamyab Hona Chahte Hain Aise Mein mehnat karna padega Agar Ham ismein mehnat Nahin karte hain aur kamyabi Chahte Hain Aisa Mumkin nahin hai aur Hamen ismein Jyada knowledge Diya karna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X