Forex,main atna,zada loss hony ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex,main atna,zada loss hony ki waja
    My brother senior friends .forex main atna zada loss hony ki waja hy humra bna learn kiyy forex ko join karna .As sy loss both zada hota,hy aour yahan tk ky humra accont bi wash ho sukhta hy .so apny knowledge ko gain karin .aour senior member ko follow karin .Hr trade ko market ky rules ky motabk karin .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

    g boss man apke bat sy agri hun mery pyary bhe loss just un logo ko hota hy jo log tukky sy kam karty hen jin ky pass pori information nai hoti jo log lalach sy kam karty hen ya pher jo log jaldbazi sy kam karty hen .jo log forex ky rolls ko achi trah falow kary ga wo kab bhe bhe loss ka shekar nai hn gy
    • #3 Collapse

      Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

      g bhai waqai forex main fail hony ya lss hony ki main wajah yeehi hai hum isko learn nahi karty isko smajhty bhe nahi hai or bus apni post or threads lagty rehty hain jub k hamen cheye k hum sub s aphly isko smjhen k yeh kya hai or iska maksad kya hai asal than he post or threads karni cheye
      • #4 Collapse

        Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

        G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main etna zayada loss us wakt hota hay jab koi trader learning k bena hi tukky par trades open kar leta hay aur learning na honay ki waja say woh stop loss bi use nai karta aur na hi apni trades ko manage kar sakta hay but jis trader k pas learning hoti hay woh hamesha stop loss use kar k trading karta hay aur es waja say usay loss hota bi hay to bahut kam hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

          Mery payary bhi forex main hamari nakami aur hamry loss ka sabab hamri apni hi ghaltian hoti Hain Jin ko ham ignore kr k repeat krty Hain aur nakami hoti hai . Aur hamesha ham ghaltian us wakt krty hain jb hamary pass experience aur knowledge nhi hota is waja se agr ham kamyab hona chahty Hain to bht zeada mehnat kr k experience aur knowledge ikatha krna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

            Dear friend Forex ne itna jyada loss Karne Ki Koi vajah nahin hoti yah sab lalach ki vajah se hota hai kyunki sab member jald se jald profit hasil karna chahte hain isliye sab nibandh chat ka Volume jyada open karte Hain jisse market ki wrong moment per big hota Hai.......
            • #7 Collapse

              Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

              Dear members forex business main loss hony ki waja hum jab without learning aur experience k jab trade lagaty hain to humain loss hota hy forex trading main acha profit gain karny k liay humary pass forex trading ka acha knowledge aur experience hona chahiay tab he hum is main profitable trade laga sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

                Assalam o alikum dear members ap ny sahi kaha forex main itna zyada nuksan hony ki wja learning ki kmi hai jo log learning kie bghair trade krty hain wo na kaam hoty hain forex forum pr trading krni hai to us k lia knowledge gain krna bht zrori hai bghair knowlegde k koi bh kamyab nh ho skta islia agr forex main kamyab hona hai to mehnt krty rhn
                • #9 Collapse

                  Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

                  Forex trading business mai loss kam ya ziada iss wajah say hota hai kay traders ziada profit kay laalach mai market ki achanak movement pay trades open ker laitay hain ya tukkay say trades open ker laitay hain. Traders agar soch samajh kay aur trends ko daikh kay trades open karengay tou unhain ziada loss kia thora loss bhi nahi hoga. Thora profit laina ziada loss say bohat acha hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex,main atna,zada loss hony ki waja

                    forem forum par loss hone ki aik wja ye bhe hy ham kam serious ho kr nh krte bagir mehnat jo bhe kam kryn loss tu hoga us me learning ke trade open krna or experience ka na hona loss hone ke ahem mesal hy forex pr sirf mehnat krne wle kamyab hote han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X