gold mai new trader ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold mai new trader ?
    agar hum forex mai new hain to hamy gold mai kam nahi karna chahey pher he hum lsos sy bach saky gy hamy acha knowldge or expeirence gain kar ky gold mai kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha buisnes hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai aik legal busiens hin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold mai new trader ?

    gold mai new trader gee dear brother aap ka sawal bahoot acha hay ky forex main new qamar ko demo per perctice kerain oor gold per trading na kerain too Ziada acha hay kun ky gold per movement teeez hoti hay iss liay akhsar account wash bhi hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: gold mai new trader ?

      God Mein trade karna bahut hi risky hai new trader ko to is k bare mein sochana bhi nahin chahie Kyunki unke paas balance bahut kam Hota Hai. AUR Gold men trade karne se unka sara balance ek he trade men zaya ho jaye ga aur unka account wash ho naye ga. Lehaza Gold men trade na larkyon n aur apna account safe rakhen......
      • #4 Collapse

        Re: gold mai new trader ?

        Bhai ap ke bat sahe hy fold pa trading mushkil hori hy and risky b hoti hy kiun ka gold ke movement ziada hoti hy and is ka alawa fold ko samajna mushkil hota hy jis ke waja ay stop loss hit hony ka khatra har waqt rehta hy lihaza new comers ko chahe k wo gold pa trading ay avoid karen
        • #5 Collapse

          Re: gold mai new trader ?

          Gold ki market ko samajhna asan nehi hai ky gold main hamesha bahot bari move kisi bhi time aur kisi bhi direction main ho sakti hai tou new traders ko gold main trading sy avoid kerna chahiay ky agar gold main new traders trade kerna zaruri samajhty hain tou phir lot 0.01 sy bari bilkul bhi select mat kerain warna bahot jald account wash ho jaey ga
          • #6 Collapse

            Re: gold mai new trader ?

            Yes dear jitnye bhi new trader hain wo sun lain kay ap kabhi bhi gold pay trading na karain kiyu jay gold mai trading karna bhut he zayda mushkil kam hai ager ap nay trading karnye hai tu pher ap trading curency pay kara lain kiyu kay un ki samjh a jatye hai asani kay sath jub ky gold ko samjhna na mumken hai janab
            • #7 Collapse

              Re: gold mai new trader ?

              Gold chunkai aik risky metal hai iss pe trade karnai keleye achai khasi experience ka hona lazmi hai iss leye new traders ko chaye ke wo uss waqt tak gold ko trade na karai iss ko trade karnai say guraiz karai jab tak wo issko sahe tariqay say seek nahe laitay aur sahe say trade karna jaan nahe laitay.
              • #8 Collapse

                Re: gold mai new trader ?

                Ji han my dear brother bilkul theek kaha hai jo Pakistan mein new member hai unko chahie Pakistan forex from Mei trade karte waqt gold par trading na Karen kyunki iske value kisi bhi waqt change ho sakti hai isiliye new trader ko gold per trade karna bahut risky ho sakta hai aur unko bahut bada nuksan ho sakta hai isliye unko chahie ke vah aisa Na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: gold mai new trader ?

                  Forex trading mai gold ho ya koi aur pair ho trading kernay ka koi masla nahi hai. Gold mai trading kernay kay liye account ka balance bohat acha hona zaroori hai. Aur lot size ko hamesha minimum pay he rakh kay trading kerni chaiye. Gold ka spred bhi ziada hai movement bhi ziada hai iss liye small lot size say aik tou risk free trading ho sakti hai aur profit thora thora ker kay ziada he bann jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: gold mai new trader ?

                    g bhai thank you so much aapna knowledge shere karny k liye mera phla exprince hai yahn par to ek nai bat sekhny ko mil gae k forex main ek dum s agold wagera k chakr main involve nahi hona cheye phly isko smjhna cheye phir he hamen trading start karni cheye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X