Greed Is Enemy Of Every Trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Is Enemy Of Every Trader
    Greed sab traders ka enemy hai as lye hamain greed ko chor ker kam karna hota hai agar hum bar bar greed kerty hien tu hum loss ko dawat kety hien as lye hamain greed ko chor kr kam karna hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

    g bro greed is a curse ye har buisness ma buri bala ban jata hai ap ko chaye k ap dehan sy kam kren agr aik trade sy ap ny acha profit kar lia hai to usi pa sabar kren or agay chlen
    • #3 Collapse

      Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

      Greed traders kay balance ko aisay khatamkerta hai jaisay aag lakri ko khatam kerti hai. koi bhi business ho agar aik limit say ziada profit ka laalach kia jaey tou usay greed kaha jata hai aur wo loss daita hai. Agar aik trader ka account 100$ hai aur woh 500$ kay liye trading karey ga tou usay risk lainay hongay lot size ziada rakhna hoga jo account ko total risk pay ker day ga aur end result yehi hoga kay laalach aur greed account ko wash ker day ga
      • #4 Collapse

        Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

        G han bhai ap ny theek kaha greed is a curse ye har buisness ma buri bala ban jata hy hmain chaye k hum dehan sy kam kren agr aik trade sy ap ny acha profit kar lia hai to usi pa sabar kren or agay chalain...har kam mehnat say karna chahiye...mehnat hmesha rang kati hay
        $#@#i Khan
        • #5 Collapse

          Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

          Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota
          agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur jo greed h wo sab traders ka enemy h as lyee as say bach ker kam karan hota h.
          • #6 Collapse

            Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

            Is Baat Mein Koi shak nahin hai ki lalach Buri Bala hai aur lalchi Insan ki Dushman hoti hai isliye Har Insan ko chahie ki vah lalach se Bach kar rahe aur Kabhi Bilal Ismat curable ke apni mehnat Se Hi Hasil Kare Jo Kuchh usne Hasil karna hai aur mehnat ke sath Sabar se kaam le
            • #7 Collapse

              Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

              Greed Is Enemy Of Every Trader gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay iss liay aap ko achi tradinng kerty hoay aap mehnaat kerty hain oor lalach say door rahain.
              • #8 Collapse

                Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

                forex main greed hamara sab sy bara dusmin hain hamy is ko avoid kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

                  Assalam oAlikum my daer bhai jan ap ki baat bilkul thik hy har aik kamyab treads hi kamyabi hasil krta hy jisa una koi bi nuqsan nhi hota hy bro
                  Malik Fiaz khokhar
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed Is Enemy Of Every Trader

                    hamain acha trader banay say pahy is k bary main planing kar k hi hum achi trade karin gay aur sabr say hi trade karni ho gi atb hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain marekt main bi anlsey karein gay tab hi hum loss sayy bach sakty hain aur hamain marekt main bi real main bi sucs shon gay tab hi hum real main sucs shon gay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X