Forex trading ki khususiyaat?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ki khususiyaat?
    Forex trading k karobar ko shuru karne ka tarika boht sada or asaan hai.
    Boht kam raqam se shuru kia ja sakta hai 1$ se b shuru kia ja sakta hai.
    Kaam ek din me shuru kia ja sakta hai.
    Is kaam k liye kisi office ki zarurat nhi hai kisi b jaga jaha internet ki sahulat mojod ho kaam shuru kia ja sakta hai.
    Hafta itwaar k elawa din me kisi b waqt karobar kia ja sakta hai kyu k 24 ghante forex market khuli rheti hai or trading ki ja sakti hai.
    Ap apni ghair mojodgi me trade order book karne k automated tariky se b kaam kar sakte hai.
    Profit and loss ka tamaam record her waqt ap k samne hai. Profit and loss ko control kia ja sakta hai.
    Demo practice account k zariye sarmayakaari se phele kaam karne ki practice karne ki mukammal sahulat mojod hai.
    Munafa nikalwane ki koi qaid nhi kisi b waqt nikalwaya ja sakta hai.
    Sarmaya block hone ka koi chance nhi kisi b waqt paise nikalwa kar kaam band kia ja sakta hai.
    Forex market duniya ki sab se bari market hai jis ka daily hujum 5 trillion dollers k lagbhag hai.
    Forex trading k liye kisi degree ya khas kabiliyat ki zarurat nhi hai.
    Forex market international market hai ager munasib tariky se kaam kia jaye to berozgaar logo k liye boht acha business hai.
    Forex ek riski karobar hai kyu k currency ki qimate taizi sy badalti rheti hai.
     
    Lets Help each other, give me thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ki khususiyaat?

    Forex trading Ek bahut hi Achcha aur lajawab business hai aur Forex trading Mein Lakhon log kam kar rahe hain aur Puri Duniya se kam kar rahe hain isliye aapko bhi chahie ki aap Forex trading Mein kam Karen aur Apna future Banaye aur Khoob acchi se acchi earning Karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ki khususiyaat?

      Forex market duniya ki sab se bari market hai jis ka daily hujum taqreeban 5 trillion dollers k lagbhag hai.
      Forex trading k liye kisi degree ya khas kabiliyat ki zarurat nhi hai. yahan per sirf apko experiene hona chahiye
         
      Lets Help each other, give me thanks
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ki khususiyaat?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazami پيغام ديکھيے
        Forex trading Ek bahut hi Achcha aur lajawab business hai aur Forex trading Mein Lakhon log kam kar rahe hain aur Puri Duniya se kam kar rahe hain isliye aapko bhi chahie ki aap Forex trading Mein kam Karen aur Apna future Banaye aur Khoob acchi se acchi earning Karen
        Forex market international market hai ager sahi tariky se kaam kia jaye to berozgaar logo k liye boht acha business hai.
        Forex ek risky bussiness hai kyu k currency ki qimate taizi sy change hoti rheti hai.
           
        Lets Help each other, give me thanks
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ki khususiyaat?

          Demo practice account k zariye practice karne ki mukammal sahulat mojod hai.
          Munafa nikalwane ki koi qaid nhi kisi b waqt nikalwaya ja sakta hai aap jab bhi chahain munafah nikalwa saktay hain
           
          Lets Help each other, give me thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ki khususiyaat?

            forex aik international business hain ham is main trading karty hain hamy expert ho kar is ky rules ko follow kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain hamy makret ko achy sy samaj kar is ky sahi waqt ka wait kar kt trade open karni chahey
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ki khususiyaat?

              forex aik acha business hain hum is ami 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ki khususiyaat?

                g ap ne forex ki boht si khasosiyat byan ki hen forex mai ye sab baten shamil hen is ne hmari life ko asan bana diya hain and berozgar logo ko acha rozgar dita hai females k lie to specially safe and easpectable business hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ki khususiyaat?

                  forex aik online business hain hum is mai pairs mai live trading kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar skaty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kaer sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hgamy loss ky siwa kuch be hasial nahi hoi ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ki khususiyaat?

                    Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k hmain forex trading mein yhn k rules and regulations smjhny ko milty hain phr aik achi practice krny ko milti hy aur yhi practice hmain aik trade ka bht acha experience bhi daiti hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X