Jitna jyada work uttna jyada profit,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitna jyada work uttna jyada profit,
    Assalamu alaikum janab main ummid karta Hun aapall members khairiyat se honge main bhi alhamdulillah khairiyat se hun mera sawal yah hai ki Ham jitna jyada mehnat karenge utna hi jyada humko profit milega hamen chahie kya Ham jyada se jyada work Karen aur mehnat shauk lagane se kam Karen,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

    Forex main earning ki koi limit nahi hai is liye forex main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye our ziyada se ziyada posts share karni chahiye jis se hamein acha bonus hasil ho ga our forex main hum ache bonus se achi trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

      g han dear brothrer apki bat bilkul hi thk hy keh ham jitna ziada work krein y to ham iss mein utna hi acha profit hasil ker sakty hein isi liuy dear brother hamin forex mein acha profit hasil kernuy sey phly hamin acha bonus hasil kerna chahiy uss key liuy hamin ziada mhnat kernuy ki zarorat hy takeh acha bonus aur acha profit bhi hasil ho..
      • #4 Collapse

        Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

        G dear ap bilkul thek khe rhe ho ke hm pakistan forex me jitme ziuada mhenat karte he to hm ziyada profit kma sakte he isliye hme chahye ke hm pakistan forex me mhenat se kam kare take hm ak ache trader bn sake or bhot sare earnimg bgi kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

          g han mere dost apki bat sah hai k ham iosmien jitna zyada kam akrenge utna hy zyada profit milefga hamen ismen zyada se zuyada tiem spend karna chaye tabhy hamen is mien acha knowledge milega.
          • #6 Collapse

            Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

            Hn jee aisa he hain humera iss main jitna acha work ho ga iss main jitni achi posting ho gaye toh tabhi hum iss main utna he acha bouns hasil kar sagta hain or iss main agye bar sagta hain humain iss main apna month kah target bana kar chalna chaiye tabhi hum iss main agye bar sagta hain or iss main success tabhi hasil kar sagta hain humain iss main mazeed mehnaat karni chaiye joh humain iss main kamiyaab bana sakiye
            • #7 Collapse

              Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

              G han my dear forex friend hum jitna ziyada menat k sath forex per kam karein gy to hum otna hi acha knowledge or experience hasil kr skty hein or achi earning bhi achy knowledge or experience s hi hasil kr skty hein is liy mehnat s ziyada kam karein or acha profit hasil krien
              • #8 Collapse

                Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

                To Hamen Yahan per running Kyon kam hoti hai iska jawab ja ke Kyon Ke Mare account mein paise kam hai score increase Karte Jana chahie aur confidence increase Karte Jana chahie yah sab baten chalne wala business hai Hamen is per kam Karte Rahana chahie kabhi bhi ismein Hamen nuksan ko face nahin karna chahie yah Ek acche wala aur confidence generate karne wala business hai ismein Hamen apni planning ko kabhi bhi back side ki taraf se lekar Nahin Jana chahie aur Hamen Apne lines ko apni management ko acche se Karte Jana chahie yahan se
                • #9 Collapse

                  Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

                  g han dear forex member ham jitna zeyda work kryn ge utna zeyda profits hasil kr skte han profits hasil krne kilye trading ko ache se sekhin or es me experience ko hasil kryn ache earning hamsha ache knowledge or expereince se hhasil kr skty han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jitna jyada work uttna jyada profit,

                    G janab ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k hum forex pakistan mein jitna zyada work karein gey tu phir humein utna hi zyada profit ho ga lehaza hum sab ko chahaye k hum es business mein achey se kaam karein aur apna knowledge bharhatey rahein takeh hum es business mein expert ho jayein aur jam kar kamaein.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X