forex ki life time ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki life time ??
    Assalam o alikum my dear all members umeed hai ap sub theak hain mera aj 4th day hai or mery mind mai ye sawal aya hai k apny tamam seniors members k liye k forex ki life time kitni hoti hai mutlub kitna arsa hum is main kam kar sakty hain ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ki life time ??

    ji han bhai jan mn bhi ap kio is bayt say agre krta hon l bhai jan mn bhi is thread say apna saval krn a chata hon k ham kia forex life time mila hy kia forex say ham apnauy p[ori zindgi kam krty hyn agr ham mehnat kryn to hmyn yaya kam life time dia jay
    • #3 Collapse

      Re: forex ki life time ??

      g han bahai jaan forex aik online aur profitable business hy ahm iss mein ager daily base per work krein gy autr hammi ss mein koi ghlti bhi ni krein gy aur iss key rules ko bhi fol,ow krein gy tiub ham iss mein pori life key liy apni earning ko strong bna sakty hein iss mein ham jitni ziada mhnat krein gy tub ham iss mein ahmesa key liuy acha earning kerty hein.
      • #4 Collapse

        Re: forex ki life time ??

        walcome to instaforex hum sub ki jitne life he hum sub instaforex ko join ker ke aik bhut hee acha busniss ker saktay he hamare baad anay wali naslo ko bhee hum yahi sabaq de hamara farz he hum un ko instaforex ka mashwra de AB HO GYA NA INSTAFOREX LIFE TIME BUSNISS
        • #5 Collapse

          Re: forex ki life time ??

          Aoa
          umeed karta hon kay ap kariyat sy hon gy aur apnay aik acha sawal kiya ha forex aik life time rahnay wala business ha aur ya na band honay wala business ha aur hum is main gr bhitay achi earning kr saktay han aur ya all worled main fomous ha hamay ab kissi bhi office main janay ki koi zarorat nai ha aur hamayis main mahnat aur dil sy kaam karna chayie aur hum mahnat karain gy to hm kamiyab ho jain gy
          • #6 Collapse

            Re: forex ki life time ??

            yes forex ko ham apna life time business bana skate hain aor ham ko is mein ace ache posts karne chhhey is mein ap kamyab ho skate hoan aor is mein apko ihtyat se kam karna chhhaye is mein earn kar sakte hain aur is mein ham ko mehnat bhi karna hoga is mein ham kamyb ho sakte hein
            • #7 Collapse

              Re: forex ki life time ??

              dear forex business main hum pore zindagi ghar beth kar asani se ache earning kar sakte hain or at least hum is se apna future bhe bright kar sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum forex ko apna maximum time den take hum is main kamayb ho saken or kabhe bhe yeh tension na len q ke yeh business kabhe n khatam hone wala hae yeh kabhe kahatm nhe ho ga
              • #8 Collapse

                Re: forex ki life time ??

                Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap n tek kha forex life time k ly hai es min mhnti log apni kmyyabi ko hasil kr skty hun us k ly senior logo ki mhnt knowledge shair kr k bhla kr skty hun
                • #9 Collapse

                  Re: forex ki life time ??

                  Aap k sawal se waqia hi Pata chalta Hai k aap Forex ki Dunia main new ho Mery bhai forex khtam hony wala nai Hai future main iss ki shapes change ho sakti hain lakin ye khtam kabi nai hoga kiun k future to Hai hi online to ye kaam kaisy khtam hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ki life time ??

                    Salam Dear
                    Forex pakistan Forex trading business ka Sab sy acha aor bra business hy aor ye buisness Allah pak ki Rehmat sy Mehfoz hy aor ye Life time business hy iss men achi tarah work kai ja sakta hy iss lye good profit pakistan Forex trading ki truf sy lazmi laina chahye iss lye aik tu ye bat bhe hy forex k bina life bhe adhori hy acha experience hi acha work karny ka hunur daita hy
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ki life time ??

                      Forex is traha ka busines hy k is mein profit forex is traha ka busines hy k is mein profit profit aur loss businessb ka hisaa han g forex is traha ka business hai k is mein agr tu hi kamyab hosaktay han mehnat se exprience lakin hum ko luck par depend nahin karna cahaiye hum ko is business mein market ko samjh kar kaam kar sakte han confidence acha ho ga tu trading hum forex mein apni investment bhi kar sakte han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ki life time ??

                        forex ik worldwide istamil hona wala business ha aur ya ik waqt har ountry ma istamil kiya jata ha uar ya ik legal business ha jis ki waja s ahm alogpo ko chayia ka ham log is par bafikar ho kar hi kam karya uar ham logo ko chayia ka ham log forex par agr life time kam karna chata ha to ham logo ko is par aj s ahi mehnat wagra shuru karni hogi tay ka ham log is par kal khamyab ho skaya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X