forex busnes men hum loss kar ky he sekhen gy!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex busnes men hum loss kar ky he sekhen gy!!

    Yehi baat Hai iss main agar aap soochty hain k aap bagair loss k kuch earn Kar sakty Hain to aap ki kaamkhyaali Hai iss main jab tak loss nai hota insaan acha trader nai ban sakta Har loss aap ko experience de k jata Hai aur wohi experience aap ko profit ki trf le k jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex busnes men hum loss kar ky he sekhen gy!!

      you are right humaen kabhi bhi sabar ka sath nahi chorna chaiya or dil laga kr apna kam krna chaiya mehnat sa apna kam pr tawaja dani chaiya and never lose heart ... and sabar krny walon ka sath ALLAH PAK zaror hota han ....
      • #18 Collapse

        Re: forex busnes men hum loss kar ky he sekhen gy!!

        forex business ma ager ap ka loss hota ha to ap ko loss se ghabrana nhi chahye preshan nhi hona chahye bulke himat or sabar se kam len asal kamyabi to loss ke bad shoro hoti ha or loss ke bad insan zyada seekhta ha or zyada mehnat kerta ha taake loss ko recover ker sake or kamyab trader bun sake
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: forex busnes men hum loss kar ky he sekhen gy!!

          dostoo galti insan khud kerta hai or galti ko khud he sodharta hai chahe kitna bhi bara trader ku na ho wo galti zaror kerta hai or insan galti kernay k baad he seekhta hai ku ke pehley insan ko sahi or galat ka pata nahi hota galti kernay k baad insan ko pata chalta hai ke ye galat hai phir wo galti nahi kerna

          اب آن لائن

          Working...
          X