Re: Account ban ks trh hota hy
Mery bhai most common cause is copy paste aur yehi main waja hai ban hony ki to agar aap mehnat karna chahty hain to khud lilhian aur Doosron k jawabaat post na karain kiun k aap apna hi nuqsaan karain gy aur time b waste karain to mehnat agar karni hai to dil se karain na k kisi shortcut ki talash main rahain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим