kamaybe mehnat par depend karte hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamaybe mehnat par depend karte hae
    forex business ap se sirf or sirf mehnat mangta hae ap is main jitne zayada mehnat karte hain ap is business main utna zayada kamayb ho sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum zayada se zayada mehnat karen take hum is business main kamayb ho kar is main ache earning kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar mehnat pe hey iss liay shuru se hi her step men mehnat karen pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur demo account pe mehnat kar k experience hasil karen aur phir regular mehnat karen tu zaroor kamyabi milay gi
    • #3 Collapse

      Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

      G han dear apki baat sahi hai k kamyabi mehnat par depend karti hai agar aap ismein mehnat Karenge to ismein Kamyab ho sakte hain aur Agar mehnat Nahin Karenge to Kamyab Nahin Ho paogi.
      :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
      • #4 Collapse

        Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main kamyabi hasil karner k liye mehnat bahut hi zarori hai our forex main beghir mehnat k hum kamyab nahi ho sakte hain is liye forex main hamein hard work karna chahiye our himmat our sabar k sath forex main work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

          G han bhai ap ny bilkul thek kha hy ham agar is pak forex me kamiyab hona chaty hy to ham ko chaiye ky is me ham mhenat sy kam kary agar ham is me mhenat sy kam karty hy to ham is me bhut acha bounas hasil kar sakty hy
          • #6 Collapse

            Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

            bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of learning or lot of knowledge or lot of hard work ke zarorat hotee ha laken ager hum ya sub nhi kartaa ha to per hum ko achi earning nhi hoge es leya en sub per amml karna start kardo to best hoga................
            • #7 Collapse

              Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

              Asalamu aalaikum to all friends how are you to all. Gee han bilkul success hard work par depend karti hain jitni mehnat kary gy utna zayda chance hoty hain kamiyab honay k . Is liay humay chaye k hum mehnat kary forex trading or pak forex forum par to zarur hum kamiyab hogy.
              • #8 Collapse

                Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                g han sir g aap nay bohut achi bat ke hy ager ham nay kamyaab hona hy to hamen chihay keh khoob mehnat say kaam karen ager ham mehnaat say kam kartay hn to ham bohut jald kanyaab ho saktay hn
                دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                • #9 Collapse

                  Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                  Asslam o Alaikum friends forex aik online international business hy jas k lay ap ko kamyabii k lay buht straggle ki zurart hoti hy jab ap ap mahant kry gay tu us k sth learning or rolls ko follow krna forex ki sari information rkna har lihz say ap ko khowlage ekna hoga jatna zyda ap k pas experience hoga ap ki kamyabii yaqeenan hogie
                  • #10 Collapse

                    Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                    forex aik world wide business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty haain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum isy apna life tiem career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning k kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                      G han dear apki baat sahi hai k kamyabi mehnat par depend karti hai agar aap ismein mehnat Karenge to ismein Kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                        forex business ap se sirf or sirf mehnat mangta hae ap is main jitne zayada mehnat karte hain ap is business main utna zayada kamayb ho sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum zayada se zayada mehnat karen take hum is business main kamayb ho kar is main ache earning kar saken
                        Yah Baat bilkul theek hai ki agar Forex trading business Mein kamyabi Hasil karni hai to yah depend karta hai ki Ham is business ko understand karne ke liye Kitni Jyada mehnat karte hain jitni Jyada mehnat Karenge Hamen Itni Jyada kamyabi milane ke chances increase Ho Jaenge isliye hardworking Se Nahin Darna chahie bolke Dil lagakar Jaan Se Kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                          YeS ForeX TraDinG MaiN KaamYabI MehNAt PaR Depend KarTa HaiN Is maIn DaIlY MehNAt kya Kareen TO BiG BoNus Mile GaA Ham Ko Is Min DAily Posting AUr HardworKing KarNa ChHAye To Hi HaM Aca BoNus HasIl Kar SAktE Hain si LIye APne Posing KO Daily KarnA ChhAye To Hi Ham Acha EArning Kr SAte Hain Au Daily Posting Zarooir Hota Hain
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:
                          • #14 Collapse

                            Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                            Yadav Sahab Ne bilkul sahi Kaha Hai Hamari kamyabi Hamare mehnat per hi depend Karti Hai Jab tak Ham ismein Nahin Karenge Ham kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte Har Kisi Ko kamyabi Hasil Hoti Hai Jab vah mehnat karta hai aapko bhi yahan per mehnat Karni chahie mujhe bhi mehnat Karni chahie aur Tamam per kam kar rahe hain unhen bhi mehnat karna chahie tha vah Nahin Sakta Hamen tamanchey ke bare mein knowledge Hasil Karni Hogi tab jakar Ham ismein Apne level per aaenge aur yahan se profit Bhi Karte Rahenge
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamaybe mehnat par depend karte hae

                              G g dost apne sahi kaha q ka lamyabi k lia mehnat bhot zarori hai q k mehnat k lia hamesha insan kuch acha he krta hai or forex py mehnat bhot zarori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X