Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?
    Dear brothers jab forum pe hamari posts pe thanks nah milen tu posting karnay ko dil nhi karta tu kiya hamen uss waqt posting nhi karni chahiay jab thanks nah mil rahay hon jahan tak mera khayal hey forum pe hamen achi quality ki posts ka bonus milta hey iss liay thanks milen ya nah milen posts regular karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

    Dear sir Agar aapko ismein thanks Nahin Mil Rahe posting Te to aap use main thread Karni chahie Kyunki thread per aapko bahut thanks bhi Milenge aur agar aap ko thanks Nahin Mil Rahe to aap ko posting rok Nahin Nahin chahie balki Jari rakhni chahie.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
    • #3 Collapse

      Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

      Kio ham ko chahiye k ham ko ager thanks na milain to ham ko apni posting nahi rokni chahiye kio k ham ager achi quality ki post karin to ham ko in k badle main hai ko acha bonus hasil hota hey. Ham ko chahiye k ham thanks ki waja se apne posting na rokin.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

        thanks milain ya na milain hmn posts ni chorni cahiyain q k jb hmara account new hota knowlege ni hota lkn wkt guzrny k sth sth hmn dosron k comment prhny sy knowledge hasil hota h or hm achi trha work perform kr skty hn jb hm acha content provide krty hn to log hmn zror thanks khty hn
        • #5 Collapse

          Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

          Je aj kal thank ma sb kanjosi dy rahy hai, kisi member k pass time he ni hai thank ka, har kio apni posting limit pori karny ki khosis ma laga howa hai, kisi ki mehnat k response ma thank ni dyn gy to apko b kio thank ni dy ga or forex ma sb ka bahla karny ka sochy gy to kamyab zarur hon gy,
          • #6 Collapse

            Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

            dear hamain achi post py lazmi lkes milty hain lekan agar aap ko likes naa mil rahy hon yaa kam likes mil rahy hon tab bhi aa ko apni posts nahi rokni chahiey..aap ko apni posts aur threads ko improve karna chahiey..
            • #7 Collapse

              Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

              Dear Friend ager posting krte waqt thanks na mil rahe hain to humain posting ki quality increase ker dini chahe ta k thanks mil skain. thanks na milne ki waja bhi ye hy hum quailty ka khiyal nehn rakhte so quaility ko as rul dekh kr post karni chahe es se thanks bhi milain ge aur bonus bhi.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                Assalamu alaikum Mera nahin khyal ki hamen bonus thanks ki Bina per milta Hai Mera khyal hai hi ki agar hamari post ki quality acchi hai to hamen achcha bones milta Hai kyon ki main kafi post read ki hai hi Jin mein thanks bahut kam the but unka bonus bahut jyada tha I think bonus is not depend thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                  apko agr thanx nh mil rahy tu phr bh apko chahiye post krty rahy ziyada thanx leny hy tu ap thread kren jitni ziyada ap thread kren ge apko ziyada thanx milen ge thanx na milny ki waja se apko posts krna chor nh dena chahiye bal k achi or quality wali post kren or ziyada se ziyada posts kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                    g waqai ap apni posting quality ki karen gy to he apko thnks bhe mily gy jub koi bekar or fazol post karta hai wahan kabhi bhe thnks nahi milta or na he kabhi mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                      Thank apko ksi time ki waja sa nahi milty balky thanks apko apki mehnat ki waja sa milty han agr ap achi post likhogy tab hi dosry traders usy larh k apko thanks krngy warna wo thanks nahi krmgy agr apko asa lagta ha k apko thanks anhi mil ry to apko cahiya ky ap apni post ki quality ko or improve kryn taky apko agy thanks milyn
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                        G nahi ausa luch nahi apko bas apni posting limit ko complet karna chiye is main thanks ka koi issu nahi hi so apko chiye kay ziyada koshaih karyn kay subha posting karyn or apni limit ko compelet karyn zaroei nahi kay apko jab thanks milye tab ap post karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                          mery khial mien to posting sirf thanks ya bonus hasil karny k liey nai karni chaiye balky positing knowlege gain karny aur knowledge share karny k liey karni chahiye. Post aesi karni chahiye jis sy doosron ko faida hasil ho aur doosry us sy forex ka knowledge hasil kar saken.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                            Dear brothers jab forum pe hamari posts pe thanks nah milen tu posting karnay ko dil nhi karta tu kiya hamen uss waqt posting nhi karni chahiay jab thanks nah mil rahay hon jahan tak mera khayal hey forum pe hamen achi quality ki posts ka bonus milta hey iss liay thanks milen ya nah milen posts regular karen
                            Mujhe to ek baat ki samajh Gaye Aarti ke form per posting karne wala Har member sirf thanks Ke Piche hi Kyon Bhag raha hai kya Hamen posting ke bajaya tha uska wala Sunta Hai Bus kya yaar aap Bina bus baten karne mein Sab share Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya jiss waqt thanks nah mil rahay hon posting nhi karni chahiay?

                              Dear brother agr thanks ni mil ry to posting stop ni krni chahye ulta ziada mehnat krni chahye keun k mehnat men hi barkat ht jitni ziada posts karen hy utne ziada thanks milen gy achi umeed k sath posts karen or thanks milen gy apko.. Thanks na mio ry hon to posting stop ni krni chahye bal k barha deni chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X