forex ki market me tamam currency ko pairs k shakal me dikhaya jata hai. misal k tor per EUR/USD ya USD/JPY.
aik currency dosry k badly khareedi ya farookht ki jati hai.pheli currecny ko base currency jab k dosri ko Quote Currency kaha jata hai. agr koi
EUR/USD ka pair khareed raha hota hai to wo darasal USD k badly EUR khareed raha hota hai.aur ye tab hota hai jab trading karny waly ko ye ilm ho k euro dollers k muqably me mazboot hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим