Forex Main Himmat Na Haren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Himmat Na Haren
    Dear all members forex main hum tab nakam hote hain jab forex main hum himmat har jate hain our forex main loss ko accept karna parta hai our loss se learn karna parta hai our forex trading main loss ko recover kiya ja sakta hai jis k liye forex main hamein himmat our mehnat k sath work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main Himmat Na Haren

    Gee haan bilkul theek kaha forex main hum ko Himat nahi harni chaiy hum ko Himat say kaam karna chaiy agar hum Himat har jay gay tu hum kabi kamyabi hasal nahi Kar saktay iss Lia jitni zayida Himat say kaam kray gay tu aap ko atni zayida kamyabi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main Himmat Na Haren

      Forex trading kay sath aik bara masla yeh hai ke iss ke learning karny mai bohot he ziada time laghta hai aur jin logon mai patience ke kam hoti ha woh iss mai jaldi he himmat har jate hain aur forex trading mai achy results na milny per iss ko chor daite hain. lakin ap nay sahi kaha hai ke traders ko himmat say kam laina hota ha.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main Himmat Na Haren

        g bilkul bahi apny sae kha ka hmmko frex mn work krty huwy himat ni harni chahiya blky himat sa kamm krna chaya or lss ko face krna cahiya or us sa learn krna chaiya ka loss kis mistakes ki wja sa huwa ha nkami bad hi hamasha qamyabi milti ha to dill bilkul na chodain forex mn loss hony pa blkay saber sa kamm krain or himat sa leaing or earning krain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main Himmat Na Haren

          g han dear bhot ache bat kie hey apnay hum Ko Forex min kabhi bhi loss anay per hemat nhi harni cheya agar hum ko loss ata hey aur hum hemat hartay hyn to hum Forex min kabhi bhi grow nhi karaty hyn..so hemat aik rasta hey kamaybi kay lia Forex min
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main Himmat Na Haren

            bilkul shru mai log isse samajty hi rato raat ameer hojaengy or phr big lost ke sath work krty hi or phr loss krdety hi pura capital or himat harke chordety hi phr isslye sub se phele isse sekhy yah bht acha or bara business hai apne planing tiyar kre apne stretigy tiyar kre or demo per 6 month apne app ko dekhy kitna profit krty hi or kitna loss ager ap profit mai hai to phr ap real mai ajae or himmat na hare ak din sekhjaengy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main Himmat Na Haren

              Asalamu Alaikum to all . Gee han bilkul himaat nahi harna chaye forex trading bhut acha platform hain life changing opportunity hain is liay zara sa loss dehk kar stress or preyshan hokar forex ko nahi chory . Forex trusted business hain . Loss apni galti ki waja say hoti hain un galtiyo say sehkna chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main Himmat Na Haren

                Forex online earning ka behtreen zariya ha...yahn shurwaat m boht mushkil hoti ha lkn jb apko experience hasil ho jata ha to ap kamyabi ki trf barhty han lkn agr kbi apko loss ho b jy to him at nai harni chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main Himmat Na Haren

                  bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hotee ha to per hum ko kabhi kabhi loss be hotaa ha q ka business are divided into two parts one is profit second is loss ager hum ko profit hotee ha to per hum ko loss be ho saktaa ha laken hum ko himmat kabhi be nhi harni hoge..............
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Main Himmat Na Haren

                    G brother thk kaha ap na hami forex mi kaam krty hoy himmat r hosla ni harna chaye blky dil lga k kaam krna chahye hmi forex mi bht bar nakmai ko face krna pary ga hamara bonus zay ho ga trade loss mi jay g hmi bht dukh ho ga lkin ya sb hmi dil pa ni lana blky ik nay jazby k sath kaam krna chaye ta k is sa pora pora faida otha sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Main Himmat Na Haren

                      G janab ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k hum sab ko chahaye k hum forex pakistan mein kabhi bhi himat na harein aur jitna bhi ho sakey zyada se zyada mehnat karein takeh hum es business mein kamiyab ho sakein hum es mein jitna zyada time spent karein gey utna hi humara faida hai bus humein es mein dil laga kar kaam karna chahaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Main Himmat Na Haren

                        Yes HamN KaBhi Bhi HmaT NHi HArNA Chahye Aur MheNta kAna Chahye ForEx TrAdDINg Main DaiLy PosTInG KaRna ChaHye Aur Is Mian Ache PosTing Se Hi BonuS Mil Sakta Hain Ham IS MAin ACHA Bonus MIl Sakta hain Ham Ko Is Min DAily Posting AUr HardworKing KarNa ChHAye To Hi HaM Aca BoNus HasIl Kar SAktE Hain
                        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                        :1f4af:
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Main Himmat Na Haren

                          sabhee forex kay bhaiyo ko adabe mayosi gunahe kabira he himat aor mihnat karnay wala allah paak ka dost he instaforex pe aap mihnat kare mayose na ho achi threds banay qualty walli posts shayre kare ta kh bonus aap ko acha milay usi bonus ko aap treding pay use kare allah paak ka naam le kar kaamyabi aap ko zaror milay gee
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Main Himmat Na Haren

                            Assalam o alikum Bhai Jan ap NY bilkul theek kah forex forum main hamain hemat nahi harni chahiya kiyou kah yahan otar charao to hoti rahti to is sy ghabrana nahi chahiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Main Himmat Na Haren

                              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai ap ki bat bilkul theek hy kh jub hmain koi loss ho jay ya ghalti sy hmara account wash ho jay to hmain himat nh harni chahiay bulkh kamyab trader wh hn jo himat sy kam laty hn or apni mistake ko recover kerty hn or bht ziyada mehnat kerty hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X