Forex Trading main nakami ki badi wajha apni mistake ko mistake na manna ※※※
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading main nakami ki badi wajha apni mistake ko mistake na manna ※※※

    jee bhai apki baat bilkul theek hai kuch hmary dost aisy hain markete main mehnat ni karty or jab loss hota hai phir bad main kehty hain k ye aik bohat he mushkil kaam hai markete ko ni samjha ja sakta un bhayon se guzarish hai k ap iss main mehnat karen markete ko achi tarah read karen apko is main zaroor kamyabi milay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading main nakami ki badi wajha apni mistake ko mistake na manna ※※※

        G han ap na sai kha ha ziada tar hamin loss is wja sa hota ha ka ham apny mistake ko mistake nahi mantay hain or hum ya samjtay hain ka ya small mistake ha or is sa hamain kia loss hina ha bhai hmain apny small sa small mistake ko darust karna chahaiya takay hamain is sa loss na ho
        • #19 Collapse

          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex Trading main nakami ki badi wajha apni mistake ko mistake na manna ※※※

            G bhai jan bhut achi bat ki hy apny kafi log esy hoty hen jo apni mistake ko mistake nai manty phir chahy wo loss ma q na chly jaen lekin unko chahiye k wo apni mistakes sy seekhen aur dobara wo mistake na duhrain ta k wo profit gain kr saken aur loss sy bach saken

            اب آن لائن

            Working...
            X