Indicators Vs News
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators Vs News
    Asalamu Alaikum to all forex friends. Mera sub say sawal hain kon zayda benefit hain makret ko analysis karny mai news ko read karna ya indicators ki helo say analysis karna ??? Or ap kis way say analysis karty hain
    Please sharing your experience
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators Vs News

    Dear friend donon hi best hain analyzers karte waqt news ko read kar lena chahie aur indicator ko bhi use karna chahie..
    • #3 Collapse

      Re: Indicators Vs News

      AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy mery khayal main to indicater sy best news hi hn q kh hum news ko read ker ky achi trading ker sakty hn main to sab sy ziyada candlesticks ky haq main hon q kh hum is ky zariay achi trading ker sakty hn.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators Vs News

        Dear indicators to sirf tukkay lagatay hain market ko analyse karnay k leay aur woh tukka kabi thek hota hay aur kabi ghalat bi ho sakta hay but news ka affect har hal main market par hota hay aur woh jab release hoti hay to market ko upward ya downward lay jati hay esleay news ka affect zayada hota hay trading main.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators Vs News

          forex aik interantional or kabe be band na hony wala busines hain hamy is mai indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kr saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik acha busiens hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex jasa koi or busness nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Indicators Vs News

            Bro indicator or news bhot different ha indicator to hmy market ki moving batata ha buy ma ya sell or oversold or overbought b batata ha or news in chezo sa koi talq nhe jis k Currncy k fair me chal jaye to ho up jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Indicators Vs News

              Indicator versus news , main yah Kahana Chahunga ki Hamen news ke upar zyada focus karna chahie because News are the latest updates about a product about anything which we are going to purchase or sell Hamesha news ke upar focus Karen isliye Hamen chahie ki ham trade Lagane se pahle news read zarur Karen banisbatan Iske ki Ham indicators ki base per trade Laga den
              • #8 Collapse

                Re: Indicators Vs News

                g han asa he han hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy or hum munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators Vs News

                  ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy market ko achy sy samaj kar achy or real indicators ko use kar ky kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators Vs News

                    market main indicator ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain is forex main planing kar k hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi news ko dekhna ho ga tab hi hum perform kar skaty hain aur hamain market main bi knowldge jitna acha ho ga tab hi hum real main bi perform kars katy hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X