Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye
    Forum rule me hay key app ko single post ka bonus zeyda se zeyda 50$ ka mil sakta hay app ko agar every month maximum 200$ ka bonus milta hay to app key posts ki quality zeyda good level ki nahi hoti, 1 post ka 50$ ka bonus achi quality ki posting par depend karta hay, hamari koshish ye hona zarori hay key ham apni har post me acha knowledge share karen key 50$ ka bonus hamy 1 post ka mil jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

    assalam walekum mere Aziz doston main aapko ek chij batana chahta hun agar aap was per naya naya kam kar rahe hain to main aapko inform Karta chalo aapko chahie ki aap is post ko is Tarah se Karen ke aapki post ki quality aage badh jaaye jab aapki post ki quality hogi to aapko thanks milenge Sara kuchh Hoga aapke bola Hoga aapko chahie kya apne post ki quality ko is Tarah se trouve Karen kay is Tarah ki post dusri Nahin aaye tab hi aap kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

      post ke quality ka andaza lagny ke zarort he n ai hy ap chaty hen keh hamri post ke quality achi ho to apko chaia keh ap zeada sy zeaad apny senior ke post ko faalow karen apny senior ke post ko zeada sy zeazad reade karen tab he apko acha knowlade hasil ho ga ap pher achy sy apni post ko acha bna sakty hen
      • #4 Collapse

        Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

        Mere khyal mein jab hamare pass knowledge or experience hota hai tab hamen pata chalta hai game ja waki hi knowledge wali aur quality wali posting aur friend hai agar hamare pass knowledge or experience nahin hai to hamen pata hi nahin chalega ke yah knowledge wali hai yah UN knowledge wali hai isliye hamen chahie ki hamen jyada se jyada knowledge or experience hasil karna chahie kyunki jitna jyada hamare pass knowledge or experience hai utna hi jyada Ham dusron ke sath apna knowledge aur experience share kar sakenge jisse hamen bahut hi fayda hoga dusre hamen thanks denge aur use thanks ke badle hamen forex bonus dega aur use bonus ke badle hamen profitable trade lagakar chhah profit hustle karna hoga isliye agar aap chahte Hain ki aap posting ki quality ko improve karna chahte hain to aap apna knowledge or experience improve Karen tab hi aap knowledge wali aur quality wali posting aur khareed share kar sakte hain thank you God bless you all
        • #5 Collapse

          Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

          Baai g jithnay be ziada knowledge walay members mbers hay agar aap dhakay tho oskay threads may aap ko ziada thar business k related he bathain nazr aathe hay asay threads ache quality k hothay hay ya per agar kise member ko trading may koi problem pesh aaraha ho our wo osay forum par descuss karay tho ye be ache quality ke hothe hay asay Mera khyal hay.
          • #6 Collapse

            Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

            Acha swal kia bhai kh post ki qulity ka andaza kysy lgaya ja skta hy apki mihnat dikh kr kh kite mihnat ki hy ap ny jitne mihnat ho gi otni kamyabi hasil ho gi or log apki posting ko thanks kr rhy hn ya nhi ap posting pori kr rhy hn ya nhi ap ny mihnat kitne ki hy ap ki mihnat pr hy posting mn qulity ka andaza apki mihnat pr hy ap mihnat ziada sy ziada krin kamyabi hasil ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

              Asalamu Alaikum to all forex friends. I am shock k one post lar 50$ ??? 😱 m nay to suna tha phly jab pak forex forum itna common nahi tha jab 1 post par 0.20$ milty thy or ab zayda members ki waja say is say bhi kam bonus milta hain ek post par ye sub ek senior ki information hain mere nahi m khud new ho is field m but ap bhi senior hain to ap ka bonus itna zayda kiyo nahi hain phr agr 1 post or 50$ mil skty hain to ap ko to idea hoga kesay 1 post pr itna bonus hasil kar skty hain
              kindly sub k sath share kary taky sub ko faida ho
              • #8 Collapse

                Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                Posting ki quilty ka andaza is bat se lgaea ja sakta hey keh log us per kintne thanks kerte hen. Jis post ki quailty jitnti achi ho gi us per utne hi zeada thanks hon gey. Agr hamari post ki quailty achi ho gi hamen thanks bi zeada mlen gey aor hamen bonus bi zida mle ga
                • #9 Collapse

                  Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                  Dear friend thanks post ka andaza Lagaya Ja sakta hai thanks se post ki rating badhati Hai Achcha bonus Milta Hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                    Gee han rules main lika howa hai ek post ka bonus 50$ tk mil sakta hai yeh baat thik b hai aap 50 post b daily kar lo pata nai chalta achi quality ki post kon c hai monthly 1500 post par b kisi ko 600$ se zaida nai mil sakta ab forum rules change ho gai hai lagta hai k ab ek post ka .20$ fix bonus kar diya gya hai ab hum ko chayie k forum par achi quality ki post kare isy main hi humara faida hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                      hamain posts k rules ko mind main rakh k hi hum achy say trade karein gay aur hamain is forum main bi quilty achi ho gi tab hi hum real main bi trade karien gay aur is forum main enter hny say pahly is k bary main ansley kar k hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur is forum main bi trend ko use kar k hi hum market main bi perform kareingay
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                        Ge bilkul hum Jo bhe post krte Hain pehle yeh ruls that k hm quality wali post KR k ek post ka 50 doller tk hasil kr sakte thee hum jitna zeyada post me quality bnaen gy utna zeyada hum ko faida Hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                          Dosto post ki quality ka andaza hamarey bonus se lagayaa jaa sakta hai agar to hamari quantity of post ke mutaabiq hamara bonus ata hai to phir to right hai aor agar ham kaam ziadà karte hai aor bonus Kam Aya hai to dosto phir hamari quality of post low hai lekin hame in San se balatar hoo Kar acha work aor mehnat ko apna Sheva banana chahiey tabhi hamara bonus ziadà a sakta hai.
                          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                          • #14 Collapse

                            Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                            dear agr ap quality wali post karna chahtay hain tu sub se pehle ap kay pass knowledge hona chahiey takay ap good post kar sake 2nd baat yeh ha kuch traders just threads kay title ko read kartay hain or descriptions me kaya likha hota wo Read nehi kartay hain or threads me pocha kuch or hota ha or jawab kuch or de detay hain is se bhi post ki quality me farak parta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posts ki quality ka andaza kesy lagaya jaye

                              Dear members Pakistan Forex forum Jo Hamen post karne ka ek platform bhaiya kya hua hai instaforex ke badaulat use per Hamen apni post Karni hoti hain Forex ke rules and regulations ke andar Rahte Hue usmein Hamen apni post ki quality Ko jaanch Na Hota Hai Hamen yah dekhna hota hai ki Hamari post ki quality achchi ho aur baat hai ki Ham aap kaise Jaan sakte hain To Hamen Kuchh. Jio Yad rakhne chahie ke post keliye Jo acche ho aur uske Amitabh ki aapane jawab Diya Ho Ya trade Hai Uske matlab Humne Usi Tarah likha ho post ki length bhi ho aur padhne wale ko hasane samajh a Jaaye thank you very much.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X